Netaji Subhash Chandra Bose
(नेताजी सुभाषचन्द्र बोस)
Death - Unconfirmed
Nationality - Indian
Field - Political Leader, Freedom Fighter
सुभाष चन्द्र बोस के सुविचार
Freedom fighters subhash chandra bose in Hindi |
1. Tum Mujhe Khoon Do Main Tumhe Ajadi Dunga.
2. Rashtravad Manav Jaati Ke Uchchtam Adarshon Satyam,
Shivam, Sundaram Se Prerit Hain.
3. Bharat Main Rashtravad Ne Ek Aisi Shakti Ka Sanchar Kiya
Hai Jo Logon Ke Andar Sadiyon Se Nishkriy Padi Thi.
4. Yaad Rakhye Sabse Bada Aparadh Anyay Sahana Aur Galat Ke
Saath Samjhauta Karna Hain.
5. Ek Sachche Sainik Ko Sainy Aur Adhyatmik Don Our
Prashikshan Ki Jaroorat Hoti Hai.
6. Itihas Men Kabhi Bhi Vicharvimarsh Se Koee Thos
Parivartan Nahi Hasil Kiya Gaya Hain.
7. Mere Man Men Koi Sandeh Nahi Hai Ki Hamare Desh Ki
Pramukh Samasyaye Garibi Ashiksha, Bimari, Kushal Evam Vitaran Sirph Samajvadi
Tarike Se Hi Ki Jaa Sakti Hai.
8. Ye Hamara Karlavy Hai Ki Ham Apani Swatntrata Ka Mol Apne
Khoon Se Chkayen. Hame Apne Balidan Aur Parisharam Se Jo Ajadi Mile, Hamare
Andar Uski Raksha Karane Ki Takat Honi Chahiye.
9. Aaj Hamare Andar Bas Ek Hi Ichchha Honi Chahiye, Marane
Ki Ichchha Taaki Bharat Ji Sake. Ek Shaid Ki Maut Marane Ki Ichchha Taaki
Swatantrata Ka Marg Shahidon Ke Khoon Se Prashsht Ho Sake.
10. Ek Sainkik Ke Roop Men Apko Hamesha Tin Adarsho Ko
Sanjona Aur Un Par Jina Hoga. Sachchi, Kartavy Aur Balidaan. Jo Sipahi Hamesha
Apne Desh Ke Prati Vaphadaar Rahata Hain, Jo Apna Jiwan Balidan Karane Karne Ko
Taiyar Rahata Hai, Wo Ajey Hai. Agar Tum Bhi Ajey Banana Chahte Ho To In Tin
Aadarshon Ko Apne Hriday Men Samahit Kar Lo.
No comments:
Post a Comment