Anmol Vachan in hindi लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
Anmol Vachan in hindi लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं

20 अग॰ 2022

Anmol Vachan in Hindi For You

 अनमोल वचन इन हिंदी

आजकल का समय Facebook, Twitter और Social Media का है। हम में से बहुत सारे लोग प्रतिदिन कुछ न कुछ सोशल मीडिया पर शेयर करते रहते हैं और उनमें से अधिकतर शेयर सुविचार तथा अनमोल वचन (Anmol Vachan in Hindi) होते हैं। जब भी हम अनमोल वचन को पढ़ते हैं तो हम कुछ न कुछ थोड़ी देर तक उसके बारे में सोचते हैं, उससे कुछ मन को कुछ शांति और अनमोल खुशी मिलती है।

Anmol को कई ओर नमों से भी जाना जाता है जैसे - Suvichar, सत्य वचन, उत्तम वाणी, उद्धरण, सुवचन, अमृत वचन, अमृत सार आदि। अनमोल वचन (Anmol Vachan) चाहे आप किसी भी नाम से जाने सभी में एक चीज मुख्य होती है, वह है उनमें पाये जाने वाले शिक्षाप्रद बातें।

अनमोल वचन इन हिंदी


Anmol Vachan किसी न किसी व्यक्ति द्वारा बोला गया कुछ वाक्य होता है जिनमें बहुत सारी ज्ञानवर्धक बातें छुपी होती है। इनमें पाये जाने वाले वचनों को यदि हम अपने जीवन में अमल करते हैं तो हमारा जीवन कर्तव्य मार्ग और सही मार्ग पर आगे बढ़ने लगता है। इनमें जीवन को बदलने वाली बातें होती है जिसका कभी भी मोल नहीं लगाया जा सकता क्योंकि ये बाते बहुत ही अनमोल होती है।

Anmol Vachan हमेशा सकारात्मक सोच को उत्पन्न करता है इसलिए यदि आप कभी भी नकारात्मक सोच में फंस गयें हो तो उस समय अनमोल वचनों को पढ़े और सोचे। ऐसा करने से आपके अंदर सकारात्मक सोच उत्पन्न होने लगेगा और आप सभी कठिनाइयों से बाहर आ जायेंगे।

दिवाली का त्यौहार आने वाला है। ऐसे में हम सब किसी न किसी को दीपावली की हार्दिक शुभकामनाएं संदेश भेजते हैं। आजकल का जमाना Whatsapp, Facebook, Twitter, Instagram और Telegram का है। लोग इन प्लेटफार्म पर भी एक दूसरो के साथ दीपावली की हार्दिक शुभकामनाएं संदेश फोटो शेयर करते रहते हैं। Diwali Ki Shubhkamnaye Quotes को प्राप्त करने के लिए नीचे एक लिंक दी जा रही है। उस पर क्लिक करके आपको Happy Diwali Wishes Quotes in Hindi मिल जायेगा। जिसे आप आसानी से शेयर कर सकते हैं-

अनमोल वचन और उसके ज्ञान


असफलता का कद,
आपकी सोच पर निर्भर करता हैं!
✍️ VK SINGH


अपने कार्य में काबिल बनो,
सफलता स्वयं आप के पास आएगी!
✍️ VK SINGH


अगर आपका लक्ष्य सही है तो निरंतर कोशिश करते रहो,
सफलता खुद-ब-खुद गवाही दे देगी।
✍️ VK SINGH



Rupaye Ke Pichhe Bhagna Band Karon, Bhagana Hi Hai to Janoon Aur Lakshya Ke Pichhe Bhagon, Rupayen Jhak Markar Jholi Men Ayegi. ✍️ VK SINGH



Yadi Aap Samundar Ko Paar Karane Ki Than Lo, To Aapka Rasta Lahare Bhi Nahi Rok Sakti. ✍️ VK SINGH


Samay Ke Saath Saath Jo Apne Aap Men Parivartn Karta Hai Wahi Saphalta Ki Uchaiyon Ko Chhoota Hain - ✍️ VK SINGH


Kabhi Kabhi Riston Ko Jinda Rakhane Ke Liye Khamosh Rahakar Sunana Hi Budhdimani Hoti Hai. - ✍️ VK SINGH


Safalta Ka Swad Akshar Un Logon Ke Nasib Men Hota Hai Jo Har Waqt Iski Talash Men Lage Rahate Hai. ✍️ VK SINGH



Jiwan Men Do Hi Logo Asaphal Hote Hain, Ek Wo Jo Sochate Hai Lekin Karte Nahi Doosare Wo Jo Karte Hai Par Sochate Nahi.


  Yuva Prakriti Ka Ek Uphar Hai, Lekin Umr Kaam Karne Ki Ek Kala Hai.


Humen Kitane Log Pahachante Hain, Iiski Koi Ahamiyat Nahii, Magar Kyon Pahachante Hain, iski Ahamiyat Hai.


Jindgi Teri Bhi, Ajab Paribhasa hai...Savar Gai To Jannt, Nahi To Sirf Tamasha hai.


Jai Mata Di Suvichar for you


Yuva Prakriti ka Ek Upahar hai Likin Umar Kaam karne Ki Ek kala hai.


Swasthya Sabse Bada Uphar Hai, Santosh Sabse Bada Dhan Hai, Wafadari Sabse Bada.


Kabhi Pith Ke Pichhe Aapki Baat Chale To Ghabarana mat, Baat To Unhi Ki Hoti Hai Jinmen Koi Baat hoti Hai.


Kisi Bhi Kaam Ko Ya To Prem Se Karen Ya Use Kabhi Kare Hi Nahi।

Read More Suvichar4u


Agar Parchchhai Kad Se Aur Bate Aukar Se Badi Hone Lage to Samajh Lo Sooraj Doobane Wala Hai.


Is Kalyug Men Roopya Chahe Kitana Bhi Gir Jaye, Itana Kabhi Nahi Gir Payega, Jitana Roopya Insan Ki Liye Gir Chooka Hai...


Rishte Aur Raste Ek Hi Sikke Ke Do Pahalu hain, Kabhi Rishte Nibhate Nibhate Raste Kho Jate Hain, Aur Kabhi Raste Par Chalte Chalte Rishte Ban Jate Hai.


Prashanpatra Hai Jindgi, Jas Ka Tas Svikary Kuchh Bhi Vaikanpik Nahi, Sayka Sab Anivarya


Ek Mataka Boond Boond Karke Bharta Hai, Isi Prakar Chhote Chhote Kamon Se Hi Saphalata Milti Hai.


Sajishe Vo Rachate Hai Dunia Men Jinhe Koi Jang Jitani Ho... Meri Koshish To Bas Dil Jitane Ki Hoti Hai Taki Rishta Kayam Rahe, Jab Jab Tak Jindagi Ho.

Quotes On Coronavirus in Hindi

Quotes on Diwali in Hindi

24 सित॰ 2021

सुविचार इन हिंदी | Suvichar and Anmol Vachan in Hindi

सुविचार इन हिंदी

दोस्तों आज हम लेकर आये है कुछ Preranadayak Suvcihar जिनको पढ़कर आप जरूर प्रेरित होंगे और यदि आप इसे दुसरों को Share करते हैं तो वे भी प्रेरित होंगे। यदि आप इनको पढ़ते हैं और Follow करते हैं तो हम आप से वादा करते हैं कि आप जरूर प्रेरित होंगे।

दोस्तों Suvichar4u.com पर हम बहुत ही अच्छे अच्छे सुविचार पोस्ट करते रहते हैं जो हिंदी और इंग्लिश दोनों ही भाषा में होता है। इसके अतिरिक्त हम इस वेबसाइट पर बहुत उपयोगी जानकारी भी समय-समय पर शेयर करते हैं ताकि आपको कुछ नया सीखने को मिले।

चलिये दोस्तों यहां पर दी गई Suvichar in Hindi को पढ़ते हैं और खुद को और दूसरों को Motivate करते हैं। 

Suvichar and Anmol Vachan in Hindi

Beleive Quotes in Hindi

Vishwas अपने Aap पर करते हो तो

Saphalta भी अपने Aap को ही मिलेगी

anmol vachan in hindi

Aap Apna Lakshy Tab Tak Nahi Pa Sake JabTak Aap Apna Aaram Ka Star nahi Chhod Sakte.

anmol vachan in hindi

Agar hum Jindagi Men Kamjor Banke Rahenge To Kathniya Sabse Pahale Hamare Upar Hi Aakraman Karenge.  

anmol vachan in hindi

Aie Dost Kisne Tujhe Kah Diya Ki Hatho ki Lakiron Par Jiwan Tika Hota hai, ja Pooch Us Vyakti Se Kya Jiske Haath Nahi Hote O Kya Jivit Nahi Rahata. 

Yadi ham desh ko 1 ghanta bhi pratidin nahi de to  kya hamen desh bhakt kahalane ka adhikar hai?

Yadi Ham Desh ko Ek Ghanta Prati Din Nahi De Sakate To Kya Hamen Desh Bhakt Kahalane ka Adhikar Hai. 

Murkhon se tarif sunane se budhiman ki Dant Sunana Jyada Behatar hai

Murkhon Se Tariph Sanane Se Achchha Budhdiman se Dant Sunana. 

Paise ko jeb men Rakho dimag men nahi.

Paison Ko Apne Jeb Me Rakhon, Dimag Men Nahi!

Bura dost koyale ki tarah hota hai, Jab koyala garam hota hai To hath jalata hai Aur jab Thanda hota hai To hath kala kar deta hai. Atah Aise Logo se Dosti Na Kare Jo Sirf Apne Phayade Ke liye dosti Karate hai.
Yadi Aap Gusail aur Ahankari Hain To Apko Dushmanon ki Koyee Jaroorat Nahi Hai, Apko Barbad Karane Ke liye Ye Do Gun Hi Kaphi Hai. Isliye In dono Guno Ka Jald Se Jald tyag Kijiye Tabhi Aap Jiwan Men Saphalata Pa Sakate Hai. 
Sirf aasamaan chhoo lena hi kaamayabi nahi hai. Asali kaamayabi to wo hai ki aasamaan bhi chhoo lo. Aur paanv bhi jamin par ho.

Sirf Aasman Chhoo Lena Hi Kamyabi Nahi Hai, 
Asali Kamyabi To Wo Hai Ki Aasman Bhi Chhoo Lo Aur Panv Bhi Jamin Par Ho.
 
Karm bhoomi par fal ke liye shram sabko karana padata hai.

Karm bhoomi par fal ke liye shram sabko karana padata hai. 
Rab sirf lakiren deta hai, rang gamko bharana padata hai. 

Jab tak tumhare paas kuchh kathaniy n ho

Jab tak tumhare paas kuchh kathaniy n ho, 
tab tak kisi bhi prakar se kisi se bhi kuch n kaho. 

Aap aaj jo karenge vah mahatvaprun hai, kyonki isamen aap

Aap aaj jo karenge vah mahatvaprun hai, 
kyonki isamen aap apne jivan ka ek din laga rahe hai. 

Kshama, sahanubhooti haach premacha pran aahe.

Kshama, sahanubhooti haach premacha pran aahe.

Swasthy Parisharm Men hai Sharm ke Atirikt Waha tak pahuchane ka koyee doosara rajmarg Nahi hai.

Swasthy Parisharm Men hai Sharm ke Atirikt Waha tak pahuchane ka koyee doosara rajmarg Nahi hai. 

Jab aap apne mitron ka chayan karate hain to charitr ke sthan par vyaktitv ko n chunen.

Jab aap apne mitron ka chayan karate hain to charitr ke sthan par vyaktitv ko n chunen. 

Jis kaam ko karane men dar lagata hai usko karane ka naam hi sahas hai.

Jis kaam ko karane men dar lagata hai usko karane ka naam hi sahas hai.  

Athikaron aur kartvyon ka bod sath sath hone par anushasit bane rahane ka bhav utapann hota hai.

Athikaron aur kartvyon ka bod sath sath hone par anushasit bane rahane ka bhav utapann hota hai. 

Nisrgala rang hawa asto phulala gandh hava asto manus ha ekta kasa rahanaar karan tyalahi premacha chhand hawa asto.

Nisrgala rang hawa asto phulala gandh hava asto manus ha ekta kasa rahanaar karan tyalahi premacha chhand hawa asto.

Chahe sookhi roti kyon n ho, apne shram se arjit bhojan se madhur aur kuchh nahi hota.

Chahe sookhi roti kyon n ho, apne shram se arjit bhojan se madhur aur kuchh nahi hota. 


Friends, today we have brought some inspirational quotes which you will surely be inspired by reading and if you share this with others, they will also be inspired. If you read and follow them, then we promise you that you will definitely be inspired.

Friends, on Suvichar4u.com, we keep posting very good Suvichar which are in Hindi and English languages. Apart from this, we also share very useful information from time to time on this website so that you will get to learn something new.

Let friends read these thoughts given here and Motivate yourself and others.

Suvichar in Hindi

1. Samay Aur Samajh Dono ek saath khushkismat logo ko hi milate hai, Kyonki Akshar samy par samajh nai aati aur samajh aane par samay nikal jata hai.

2. Jindagi ki Uljhane Hamari Shararato ko Kam Kar Deti hai, Aur Log samajhate hai ki Ham Samajhadar ho gaye hai.

3. Pani Se bhar badal aur phool phal se lade vriksh hamesha niche ki taraph jhuke rahate hain, sajjan purush bhi inhi ki banti dhan aur gyan ki prapti ke baad binarm rahate hain.

3. Binarmata sajjan purushon ka aabhusan hai.

4. Yadi aap men aatmvishwas nahi hai to aap hamesha na jitane ka bahana khoj lenge.

5. Doosaron ko dukhi dekhakar tumhe bhi dukh hota hai to samajh lo bhagwan ne tumhe insaan banakar koyee talati nahi ki..

6. Apne ko parishthiti ka  Gulam kabhi na samjho Tum swayn apne bhagy ke vidhata ho. Parishtiiyon ko anukul banana hi purusharth hai.

7. Pyar kabhi nishphal nahi hhota, Charitr kabhi nahi harata aur dhiry v dridhata se sapne awashy sach ho jate hain.

8. Jindagi Waise nahi Jaisi aap Iske Liye kamana karate hain, Yah to waisi ban jati hai, Jaisa aap ise banate hain. Jiwan ki un simaon ko chhod kar, Koyee aur simayen nahin hai, Jinhe aap kudh tay karate hain.

9. Kisi ka saral Swabhav Uski kamjori nahi hoti hai, Sansar men pani saral kuchh bhi nahi hota hai, Kintu uska tej badi se badi chattan ke tukade tukade deta hai.

अन्य हिंदी सुविचार

19 नव॰ 2019

Lehron Se Darkar Nauka Paar Nahi Hoti - ✍️ Sohanlal Dwivedi

लहरों से डरकर नौका पार नहीं होती

✍️ सोहन लाल द्विवेदी


लहरों से डरकर नौका पार नहीं होती
कोशिश करने वालों की कभी हार नहीं होती।

नन्हीं चीटी जब दाना लेकर चलती है,
चढ़ती दीवारों पर, सौ बार फिसलती है,
मन का विश्वाश रगों मे साहस भरता है,
चढ़कर गिरना, गिरकर चढ़ना न अखरता है,
आखिर उसकी मेहनत बेकार नहीं होती,
कोशिश करने वालों की कभी हार नहीं होती।

डुबकियां सिन्धु में गोताखोर लगाता है,
जा जा कर खाली हाथ लौटकर आता है,
मिलते नहीं सहज ही मोंती गहरे पानी में,
बढ़ता दुगना उत्साह इसी हैरानी में,
मुट्ठी उसकी खाली हर बार नहीं होती,
कोशिश करने वालों की कभी हार नहीं होती!

असफलता एक चुनौती है , इसे स्वीकार करो ,
क्या कमी रह गई, देखो और सुधार करो .
जब तक ना सफल हो , नींद चैन को त्यागो तुम ,
संघर्ष का मैदान छोड़कर मत भागो तुम,
कुछ किए बिना ही जय जयकार नहीं होती,
कोशिश करने वालों की कभी हार नहीं होती!

✍️ सोहन लाल द्विवेदी | सुविचार इन हिंदी (Suvichar in Hindi)

Leharon Se Darkar Nauka Par Nahi Hoti


Leharon Se Darkar Nauka Par Nahi Hoti,
Koshish Karne Walon Ki Kabhi Haar nahi Hoti!

Nanhi Chiti Jab Dana Lekar Chalati Hai,
Chadati Diwaron Par, Sau Bar Phisalati hai,
Man Ka Vishwash Ragon Men Sahas Bharta hai,
Chadakar Girna, Girkar Chadana N Akharata hai,
Aakhir Uski Mehanat Bekar Nahi Hoti,
Koshish Karne Walon Ki Kabhi Haar nahi Hoti!

Dubkiya Sindhu Men GotaKhor Lagata hai,
Ja Ja Kar Khali Haath Lautkar Aata hai,
Milte Nahi Sahaj Hi Moti Gahare Paani Men,
Badata Doguna Utsah Isi Hairani Men,
Mutthi Uski Khali Har Baar Nahi Hoti,
Koshish Karne Walon Ki Kabhi Haar Nahi Hoti!

Asaphalata Ek Chunauti hai, Ise Swikar Karon,
Kya Kami Rah Gayee, Dekho Aur Sudhar Karon,
Jab Tak Na Sphal Ho, Nind Chain Ko Tyago Tum,
Sangharsh Ka Maidan Chhodakar Mat Bhago Tum,
Kuchh Kiye Bina Hi Jay Jaykar Nahi Hoti,
Koshish Karne Walon Ki Kabhi Haar Nahi Hoti!

✍️ Sohanlal Dwivedi(Suvichar in Hindi)

Lehron se darkar nauka paar nahi hoti

29 जुल॰ 2014

Suvichar and Anmol Vachan in Hindi

 सुविचार 

(अनमोल वचन)


ऐसे बहुत से सुविचार होते हैं जो दिल और दिमाग को शांति और खुशी का अहसास देते हैं। वैसे तो ये बहुत छोटे छोटे वाक्य में होते है लेकिन इनके अर्थ बहुत ज्ञानवर्दक होते हैं। इसके रस और सार को अनके व्यक्ति दिमाग और सोचने की क्षमता के अनुसार तथा नजरिए से अलग-अलग लगाते हैं उनको एक ही भाव समझ में आता है वह यह कि सविचार दिल और दिमाग को शांति और खुशी प्रदार करके हमारे ज्ञान को बढ़ाता है। बहुत से ऐसे भी सुविचार होते हैं जिनसे हमें बहुत कुछ सीखने को मिलता है इन्हें अपने जिंदगी में अपनाना चाहिए।

सविचार (अनमोल वचन) को पढ़ने से हमें वह संदेश प्राप्त हो जाता है, जो किसी भी मोटे किताब से भी नहीं प्राप्त होता। यदि आप यह देखना चाहते हैं कि अनमोल वचन अथार्त सुविचार का हमारी जिंदगी पर क्या प्रभाव होता है, तो इसे अपने के आस पास किसी दीवार पर लिख दें, इसे रोज देखें। इससे आपको कुछ ही दिनों में महसूस होने लगेगा कि जिंदगी में कुछ अच्छा बदलाव आने लगा है।

कुछ अनमोल विचार के लिंक:-

1. धर्म कोई भी हो हमें सभी धर्म का सम्मान करना चाहिए क्योंकि ईश्वर कभी भी किसी को हिंदू, मुस्लमान, सिख और ईसाइ बनाकर नहीं भेजता है। 

2. ईश्वर को सभी धर्मों में अलग अलग नामों से पुकारा जाता है लेकिन मेरे सोच के अनुसार वह अनेक होते हुए भी एक है इसलिए हमें कभी भी आपस में बैर नही रखना चाहिए सभी के धर्मों का सम्मान करना चाहिए।
3. कोई कहता है कि में हिंदू हूं और कोई कहता है कि में मुस्लमान हूं, कोई कहता है कि में सिख हूं और कोई कहता है कि में ईसाई हूं लेकिन मैं गर्व से कहता हूं कि मैं एक हिंदूस्तानी हूं क्योंकि चाहें कोई किसी भी धर्म का क्यों न हो यदि वह भारत में पैदा हुआ है तो उसका जन्म स्थल भारत का ही कहलायेगा तो हुआ न कि हम हिंदूस्तानी हैं। 

4. कहते है कि ईश्वर एक है लेकिन रूप अनेक हैं वह कहीं राम तो कहीं कृष्ण, कहीं भगवान शिव कही विष्णु के रूप में दिखाई देते हैं। हम इन्हे क्यों पूजते हैं? इसका उत्तर एक ही मिलेगा कि वे इस संसार में प्रेम और सिर्फ प्रेम तथा जनकल्याण के लिए काम किएं है इललिए वे आप पूजे जाते हैं। 

5. जिस प्रकार से प्रेम एक इसके रूप अनेक होते हैं ठीक उसी प्रकार से ईश्वर एक इसके रूप अनेक होते हैं। क्योंकि आपने देखा होगा कि एक मां आपने बच्चों से कैसे प्यार करती है और एक प्रेमी आपने प्रेमिका से तथा एक भाई अपने बहन से और एक बाप अपने बच्चों से तथा एक शिक्षक छात्र से, सब का प्यार देखने में अलग होता है लेकिन है तो वह प्यार ही। 

ऋग्वेद के अनुसार ईश्वर एक है लेकिन दृष्टिभेद से मनुष्यों ने उसे भिन्न-भिन्न रूपों में देखा है। जिस प्रकार एक व्यक्ति दृष्टिभेद के कारण परिवार में अपने लोगों द्वारा पिता, चाचा, भाई, फूफा, मामा, दादा, भतीजा, बहनोई, पुत्र, पोता, भांजा, नाती आदि नामों से संबोधित होता है, उसी प्रकार से ईश्वर भी अनेक रूपों में देखा तथा जाना जाता है।

3 सित॰ 2013

Inspirational & Motivational Quotes in Hindi-13

Motivational Quotes in Hindi


प्रेरणात्मक कथन (1.)  आयु (Age) सोचती है, जवानी करती है।

 (रबिन्द्रनाथ टैगोर- Rabindranath Tagore) 

प्रेरणात्मक कथन (2.)  मिटटी के बंधन से मुक्ति पेड़ के लिए आज़ादी (freedom) नहीं है।

(रबिन्द्रनाथ टैगोर- Rabindranath Tagore) 

प्रेरणात्मक कथन (3.)  हर एक कठिनाई (Problem) जिससे आप मुंह मोड़ लेते हैं,एक भूत (ghost) बन कर आपकी नीद में बाधा डालेगी।

(रबिन्द्रनाथ टैगोर- Rabindranath Tagore) 

प्रेरणात्मक कथन (4.)  मैं सोया और स्वप्न (Dream) देखा कि जीवन आनंद (happy) है. मैं जागा और देखा कि जीवन सेवा (service) है. मैंने सेवा की और पाया कि सेवा (service) आनंद है।

(रबिन्द्रनाथ टैगोर- Rabindranath Tagore) 

प्रेरणात्मक कथन (5.)  तितली  महीने (Month) नहीं क्षण गिनती है, और उसके पास पर्याप्त समय (Time) होता है।

(रबिन्द्रनाथ टैगोर- Rabindranath Tagore) 


1 सित॰ 2013

Inspirational & Motivational Quotes in Hindi-7

Inspirational & Motivational Suvichar in Hindi


प्रेरणात्मक कथन (1.)  समय  पर  काम को  ख़तम  कर  लेना  काफी  नहीं  है   और मैं  समय  से  पहले  काम  ख़तम  होने  की  अपेक्षा  करता  हूँ।

 ( धीरूभाई अंबानी -Dheerubhai Ambani )

प्रेरणात्मक कथन (2.)  मैं अकेली हूँ पर फिर भी मैं हूँ। मैं सब कुछ नहीं कर सकती  पर मैं कुछ तो कर सकती हूँ और सिर्फ इसलिए क्योंकि मैं सब कुछ नहीं कर सकती।  मैं वो करने से पीछे नहीं हटूंगी जो मैं करने में सक्षम हो सकती हूँ।

(हेलेन केलर -Helen Keller )

प्रेरणात्मक कथन (3.)  विश्वास एक प्रकार की वह शक्ति है जिससे उजड़ी हुई दुनिया में भी प्रकश किया जा सकता है।

(हेलेन केलर -Helen Keller )

प्रेरणात्मक कथन (4.)  अगर हम अपने काम में लगे रहे तो हम जो चाहें वो कर सकते हैं।

(हेलेन केलर -Helen Keller )

प्रेरणात्मक कथन (5.)  हम जो कुछ हैं वो हमने आज तक क्या सोचा इस बात का परिणाम है। अगर कोई व्यक्ति बुरी सोच के साथ बोलता या काम  करता है तो उसे कष्ट ही प्राप्त होता है। अगर कोई व्यक्ति शुद्ध विचारों के साथ बोलता या काम करता है तो उसकी परछाई की तरह ख़ुशी उसका साथ कभी नहीं छोडती है।

(भगवान गौतम बुद्ध -Lord Buddha)


23 अग॰ 2013

Inspirational & Motivational Quotes in Hindi-1

Great Men's Quotes in Hindi


Bharat men ham bas maut, bimari, aatankbad aur aparadh ke bare men padate hain.

प्रेरणात्मक कथन (1) - महान सपने देखने वालों व्यक्तियों के महान सपने हमेशा पूरे हुआ करते हैं।

अब्दुल कलाम (Abdul Kalam)


प्रेरणात्मक कथन (2) - इससे पहले कि सपने पुरा हों आपको सपने देखने पड़गें।

अब्दुल कलाम (Abdul Kalam)


प्रेरणात्मक कथन (3) - किसी  भी वृक्ष  को  काटने  के  लिए  आप  मुझे  छ:  घंटे  दे  और  मैं  पहले  चार  घंटे  कुल्हाड़ी  की  धार  तेज  करूंगा।

अब्राहम लिंकन (Abraham Lincoln)


प्रेरणात्मक कथन (4) -  साधारण  दिखने  वाले  व्यक्तियों ही  दुनिया  के  सबसे  अच्छे  व्यक्ति होते  हैं : यही  कारण  है  कि  भगवान  ऐसे  बहुत  से  व्यक्तियों का निर्माण करते हैं।

अब्राहम लिंकन (Abraham Lincoln)


प्रेरणात्मक कथन (5) -  जिस व्यक्ति ने कभी गलती नहीं किया उसने कभी कुछ नया करने की कोशिश नहीं किया।

अल्बर्ट आइंस्टीन (Albert Einstein)


7 जुल॰ 2013

Amitabh Bachchan udhdaran

Amitabh Bachchan


Amitabh bachan ke bachan aur udhdikaran hindi men
Amitabh Bachan Udhdikaran
Amitabh bachan ke bachan aur udhdikaran hindi men
Amitabh Bachan Udhdikaran

Mian apni jindagi jitane sambhav ho utane swabhavik aur samany tarike se vyatit kar sakata hoon aur karata hoon, Lekin agar din raat vivad mere pichhe pade rahe to main iska kuchh nahi kar sakata, Mujhe kabhi kabhi aaschary hota hai ki we kis tarah ye sab karate hain, Mai dadi badata hoon aur wah Times of india ke sambadakiy men a jata hai. -(अमिताभ बच्चन

Sach kahoon to main kabhi icon, superstar aadi vishleshanon ke chakkar men nahi pada, Main hamesha khud ko ek abhineta ke roop men dekhata hoon jo apni kabiliyat ke anusar jitana achchha kar sakata hai kar raha hai. -(अमिताभ बच्चन)\


Yah ek rankshetr hai, Mera sharir jisane bahut kuchh saha hai. -(अमिताभ बच्चन)


Mujhe kabhi kabhi is tathy se dukh hota hai ki mere paas ek prun aur nirog sharir nahi hai. -(अमिताभ बच्चन)


Maine bophros ki vajah se raajniti nahi chhodi, Maine raajniti isliye chhodi kyonki main tuchchh raajniti khel khelana nahi janata, Main tab bhi nahi janata tha aur ab bhi nahi janata hoon. -(अमिताभ बच्चन)
Mai kabhi bhi apne kairiyar ko lekar ashwast nahi raha hoon. -(अमिताभ बच्चन)


Mai kabhi ek suparstar nahi raha aur kabhi ismen yakin nahi kiya. -(अमिताभ बच्चन)


Aisi bahut si chije hain jo mujhe lagata hai ki maine kayee jiche mis kar di hai. -(अमिताभ बच्चन)


Asal men main bas ke abhineta hoon jo apne kaam se pyar karata hai aur umr ke bare men ye sab baten kewal media men panapti hain. -(अमिताभ बच्चन)


Mujhe aiswarya ke saath romance karne men khushi hogi, Lekin main 58 saal ka hoon isliye mujhe unka pita banan hoga. -(अमिताभ बच्चन)


Mai jin chijon se gujara hoon aur jis asadharan tarike se mere sharir ne pratikriya ki wah adbhut hai, Ashchry nahi ki main dharmik ho gaya kyonki aap nahi janate ki aapke saath kuchh chije kyon ho rahi hai aur pako nahi pata ki aap kaise bounce back karte hain. -(अमिताभ बच्चन)


Har kisi ko swakar karana chahiye ki hamari umr badegi aur umr ka badana hamesha pranshshaproon nahi hota. -(अमिताभ बच्चन)


Jo thode bahut log yatharthvadi cinema banate hain jo aisa cinema banate hain jo shayad pashchimi darshko ko adhik swikary hai, we bahut kam hain. -(अमिताभ बच्चन)


14. Hamari kahaniyon ke swaroop ki wajah se bhartiy abhinetaon ko achchha abhiny aanaa jaroori hai aur unhe bhavanatmak drishyo, Thodi comedy, nachana gana, action anaa chahiye kyonkii ye sab ek hi cinema ka hissa hote hain, Mai kahonga ki kayee mayano men hollywood abhinetaon ki tulana men bhartiy abhineton se adhik apeksha hoti hai. -(अमिताभ बच्चन)


15. Main kisi taknik ka pryog nahi karta, Mai abhinay karane ke liye prashikshit nahi kiya gaya, Mai bas filmo men kaam karna pasand karata hoon. -(अमिताभ बच्चन)


1 जुल॰ 2013

Anna hazare ke suvichar

Anna Hazare ke Anmol Vachan


A real hero of india, Suvichar of anna hazare, amol vachan, Quotes in hindiSarkar ka paisa logo ka paisa hai. Logon ke bhale ke liye prabhavi nitiyan banaye. -(अन्ना हजारे)


Ham sarakar ke saath kaam karane ko taiyar hain lekin unki taraph se koyee sanvad nahi hai, Ham baat karane kahan jayen aur ham kisase baat karen? -(अन्ना हजारे)


Kya ya loktantr hai? Sabhi ek saath paisa banane aaye hain, Main khud ko shaubhgyshali samjhunga agar main apne samaaj, Apne deshwashiyon ke liye marata hoon. -(अन्ना हजारे)


Meri maange badalengi nahi, Aap mera sar kaat sakate hain lekin mujhe sar jhukane ke liye majboor nahi kar sakate. -(अन्ना हजारे)

Jo apne liye jite hain wo mar jate hain, Jo samaaj ke liye marate hain wo jinda rahate hai. -(अन्ना हजारे)


Desh ko wastavik satantrata aajadi ke 64 saal bad bhi nahi mili aur kewal ek badalav aaya goron ki jaga kaale aa gaye. -(अन्ना हजारे)

30 जून 2013

Osho ke anmol Vachan | ओशो के अनमोल वचन

Osho Quotes in Hindi

ओशो के अनमोल वचन


ओशो के अनमोल वचन

1.         Jen ek matr dharm hai jo ekek aatmgyan sikhta hai, Iska kahana hai ki aatmgyan men samay nahi lagata hai, Ye bas kuchh hi kshano men ho sakata hai. (ओशो -Osho)

2.         Arth manushy dwara banaye gaye hai, Aur chunki aap lagatar arth janane men lage rahate hai. Isliye aap arthhin mahasoos karane lagate hai. (ओशो -Osho)

3.         Jab main kahata hoon ki aap devi devata hain to mera matalab hota hai ki aap men aanant sambhanayen hai, Apki kshamtaye ananat hai. (ओशो -Osho)

4.         Aap wo ban jate hain jo aap sochate hain ki aap hain. (ओशो -Osho)

5.         Jen log budhd ko itana prem karate hain ki wo unka majak bhi uda sakate hain ye athah prem ki wajah se hai, Unmen dar nahi hai. (ओशो -Osho)

6.         Prasananta sadabhav ki chhaya hai, Wo sadabhav ka pichh karati hain, Prasann rahane ka koyee aur tarika nahi hain. (ओशो -Osho)

7.         Jiwan koyee trasadi nahi hai, Ye ek hasy hai jivit rahane ka matalab hai hasy ka bodh hona. (ओशो -Osho)

8.         Adhik se adhik bhole, Kam gyani aur bachchon ki tarah baniye, Jiwan ko bhaje ke roop men lijiye kyonki vastavikata men yahi jiwan hai. (ओशो -Osho)


ओशो के अनमोल वचन

Osho Anmol Vachan in Hindi

💦ओशो के अनमोल वचन💦

Osho Anmol Vachan in Hindi

💦ओशो के अनमोल वचन💦

Osho Anmol Vachan in Hindi

💦ओशो के अनमोल वचन💦

यह ब्लॉग खोजें