Bhagwat Gita Gyan लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
Bhagwat Gita Gyan लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं

28 नव॰ 2013

Bhagwat gita Adhyay-3-shalok-no-14-15-17

Bhagwat Gita Gyan


  ANNABHDVANTI BHOOTANI PARJANYDANSAMBHAV: ।  YAGYABHDAVATI PARJANY YAG: KARMSAMUDHV: ॥

ANNABHDVANTI BHOOTANI PARJANYDANSAMBHAV:

YAGYABHDAVATI PARJANY YAG: KARMSAMUDHV:

KARM BRAHAMOBHADV VIDHDHI BRAHAMAKSHARASMUBHADAVAM

TASMATSAVARGAT BRAHAM NITY YAGYE PRATISHTHITAM

Bhavarth: Samproon Prani Aan Se Utapann Hote Hain Ann Ki Tupatti Vrishti Se Hoti Hai, vrishti yag se hoti hai aur yag vihit karmo se utapann hone wala hai. Kar samuday ko too ved se utapan aur ved ko avinashi paramatma se utapann hua jaan. Isase sidhd hota hai ki sarvayapi param akshar paramatma sada hi yag men pratishtit hai. 
YASTWATMARATIREV SYADATMATRPTSHCH MANAV: ।  AATMANYEV CHA SANTUSHTSTASY KARY N VIDAYATE. ।

YASTWATMARATIREV SYADATMATRPTSHCH MANAV:

AATMANYEV CHA SANTUSHTSTASY KARY N VIDAYATE.

Bavarth: Parantu Jo Manushy Aatma Men Hi Raman Karane Wala Aur Aatma Me Hi Tript Tatha Aatma Men Hi Santust Ho, Uske Liye Koi Kartvy Nahi Hai.

21 नव॰ 2013

Bhagwat gita Adhyay-3-shalok-no-7-8-13

Bhagwat Gita Gyan

Bhavarth: Shri Krishan Bhagawan Arajun Se kahate hai ki Hai arjun! Jo Purush Man

Ystvnidryani mansa Niyamyarbhatsarjun

Karmenidhrye: Karmyogmasakt: Sa Vishishyate
Bhavarth: Shri Krishan Bhagawan Arajun Se kahate hai ki Hai arjun! Jo Purush Man Se Indiryon Vash men Kar ke Anashakt Hua Samast Indriyon Dwara Karmyog Ka Aacharan Karata Hai, Wahi Shreshth Hai.
Bhawarath: Shri Krishan Bhagwan Arjun Se is shalok men kahate hai ki He Arjun Too
Niyant Kuru Karm Tatnv Karm Jyayo Haykarman:

Shariryatrapi Cha Te Na Prashidhdyedakarman:

Bhawarath: Shri Krishan Bhagwan Arjun Se is shalok men kahate hai ki He Arjun Too Shastrvihit Kartvykarm Kar Kyonki Karm Na Karane Se Tera Sharir Nirvah Bhi Nahi Sidhd Hoga.

Bhavarth: Is shalok men Shir Krishan Bhagawan Arjun Ko bolate Hai ki Yag Se Bhache

Yagshitashin: Santo Muchynte SarvkilbiShe:

Bhunjate Te TwGh Papa Ye Pachntyatmkaranat

Bhavarth: Is shalok men Shir Krishan Bhagawan Arjun Ko bolate Hai ki Yag Se Bhache Huye Ann Ko Khane Wale Shreshth Purush Sab Papon Se Mukt Ho jate hai aur Jo Papi Log Apna Sharir Poshan Karane Ke liye Hi Ann Pakate Hain, We To Pap Ko Hi Khate Hain.

2 अक्टू॰ 2013

Bhagwat gita Adhyay-3-shalok-4-5-6

Bhagwat Gita Gyan

manush n to karmon ka arambh kiye bina nishkarmata...
Bhavarth: Manusy na to karmon ka arambh kiye  bina niskarmata (jisa avastha ko prapt huye purus ke karm akarm ho jate hain arthat phal utpann nahi kar sakate, us avastha ka nam'niskarmat' hai.) Ko yani yoganistha ko prapt hota hai aur na Karmon ke keval tyagamatr se siddhi yani sankhyanistha ko hi prapt hota hai.
nishandeh koi bhi manush kisi bhi kaal men kshanmatr bhi ina karm...


Bhavarth: Nihsandeh koi bhi manusy kisi bhi kal men ksanamatr bhi bina karm kie nahi rahata kyonki sara manusy samuday prakrti janit guno dvara paravas hua karm karane ke lie badhy kiya jata hai.

jo mudh budhdi manush samast indriyon ko hathporawak upar se rokakar...

Bhavarth: Jo murha buddhi manusy samast indriyom ko hathapurvak upar se rokakar man se un indriyon ke visayon ka cintana karata rahata hai, vah mithyacari arthat dambhi kaha jata hai.

यह ब्लॉग खोजें