सुविचार इन हिंदी लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
सुविचार इन हिंदी लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं

24 सित॰ 2021

सुविचार इन हिंदी | Suvichar and Anmol Vachan in Hindi

सुविचार इन हिंदी

दोस्तों आज हम लेकर आये है कुछ Preranadayak Suvcihar जिनको पढ़कर आप जरूर प्रेरित होंगे और यदि आप इसे दुसरों को Share करते हैं तो वे भी प्रेरित होंगे। यदि आप इनको पढ़ते हैं और Follow करते हैं तो हम आप से वादा करते हैं कि आप जरूर प्रेरित होंगे।

दोस्तों Suvichar4u.com पर हम बहुत ही अच्छे अच्छे सुविचार पोस्ट करते रहते हैं जो हिंदी और इंग्लिश दोनों ही भाषा में होता है। इसके अतिरिक्त हम इस वेबसाइट पर बहुत उपयोगी जानकारी भी समय-समय पर शेयर करते हैं ताकि आपको कुछ नया सीखने को मिले।

चलिये दोस्तों यहां पर दी गई Suvichar in Hindi को पढ़ते हैं और खुद को और दूसरों को Motivate करते हैं। 

Suvichar and Anmol Vachan in Hindi

Beleive Quotes in Hindi

Vishwas अपने Aap पर करते हो तो

Saphalta भी अपने Aap को ही मिलेगी

anmol vachan in hindi

Aap Apna Lakshy Tab Tak Nahi Pa Sake JabTak Aap Apna Aaram Ka Star nahi Chhod Sakte.

anmol vachan in hindi

Agar hum Jindagi Men Kamjor Banke Rahenge To Kathniya Sabse Pahale Hamare Upar Hi Aakraman Karenge.  

anmol vachan in hindi

Aie Dost Kisne Tujhe Kah Diya Ki Hatho ki Lakiron Par Jiwan Tika Hota hai, ja Pooch Us Vyakti Se Kya Jiske Haath Nahi Hote O Kya Jivit Nahi Rahata. 

Yadi ham desh ko 1 ghanta bhi pratidin nahi de to  kya hamen desh bhakt kahalane ka adhikar hai?

Yadi Ham Desh ko Ek Ghanta Prati Din Nahi De Sakate To Kya Hamen Desh Bhakt Kahalane ka Adhikar Hai. 

Murkhon se tarif sunane se budhiman ki Dant Sunana Jyada Behatar hai

Murkhon Se Tariph Sanane Se Achchha Budhdiman se Dant Sunana. 

Paise ko jeb men Rakho dimag men nahi.

Paison Ko Apne Jeb Me Rakhon, Dimag Men Nahi!

Bura dost koyale ki tarah hota hai, Jab koyala garam hota hai To hath jalata hai Aur jab Thanda hota hai To hath kala kar deta hai. Atah Aise Logo se Dosti Na Kare Jo Sirf Apne Phayade Ke liye dosti Karate hai.
Yadi Aap Gusail aur Ahankari Hain To Apko Dushmanon ki Koyee Jaroorat Nahi Hai, Apko Barbad Karane Ke liye Ye Do Gun Hi Kaphi Hai. Isliye In dono Guno Ka Jald Se Jald tyag Kijiye Tabhi Aap Jiwan Men Saphalata Pa Sakate Hai. 
Sirf aasamaan chhoo lena hi kaamayabi nahi hai. Asali kaamayabi to wo hai ki aasamaan bhi chhoo lo. Aur paanv bhi jamin par ho.

Sirf Aasman Chhoo Lena Hi Kamyabi Nahi Hai, 
Asali Kamyabi To Wo Hai Ki Aasman Bhi Chhoo Lo Aur Panv Bhi Jamin Par Ho.
 
Karm bhoomi par fal ke liye shram sabko karana padata hai.

Karm bhoomi par fal ke liye shram sabko karana padata hai. 
Rab sirf lakiren deta hai, rang gamko bharana padata hai. 

Jab tak tumhare paas kuchh kathaniy n ho

Jab tak tumhare paas kuchh kathaniy n ho, 
tab tak kisi bhi prakar se kisi se bhi kuch n kaho. 

Aap aaj jo karenge vah mahatvaprun hai, kyonki isamen aap

Aap aaj jo karenge vah mahatvaprun hai, 
kyonki isamen aap apne jivan ka ek din laga rahe hai. 

Kshama, sahanubhooti haach premacha pran aahe.

Kshama, sahanubhooti haach premacha pran aahe.

Swasthy Parisharm Men hai Sharm ke Atirikt Waha tak pahuchane ka koyee doosara rajmarg Nahi hai.

Swasthy Parisharm Men hai Sharm ke Atirikt Waha tak pahuchane ka koyee doosara rajmarg Nahi hai. 

Jab aap apne mitron ka chayan karate hain to charitr ke sthan par vyaktitv ko n chunen.

Jab aap apne mitron ka chayan karate hain to charitr ke sthan par vyaktitv ko n chunen. 

Jis kaam ko karane men dar lagata hai usko karane ka naam hi sahas hai.

Jis kaam ko karane men dar lagata hai usko karane ka naam hi sahas hai.  

Athikaron aur kartvyon ka bod sath sath hone par anushasit bane rahane ka bhav utapann hota hai.

Athikaron aur kartvyon ka bod sath sath hone par anushasit bane rahane ka bhav utapann hota hai. 

Nisrgala rang hawa asto phulala gandh hava asto manus ha ekta kasa rahanaar karan tyalahi premacha chhand hawa asto.

Nisrgala rang hawa asto phulala gandh hava asto manus ha ekta kasa rahanaar karan tyalahi premacha chhand hawa asto.

Chahe sookhi roti kyon n ho, apne shram se arjit bhojan se madhur aur kuchh nahi hota.

Chahe sookhi roti kyon n ho, apne shram se arjit bhojan se madhur aur kuchh nahi hota. 


Friends, today we have brought some inspirational quotes which you will surely be inspired by reading and if you share this with others, they will also be inspired. If you read and follow them, then we promise you that you will definitely be inspired.

Friends, on Suvichar4u.com, we keep posting very good Suvichar which are in Hindi and English languages. Apart from this, we also share very useful information from time to time on this website so that you will get to learn something new.

Let friends read these thoughts given here and Motivate yourself and others.

Suvichar in Hindi

1. Samay Aur Samajh Dono ek saath khushkismat logo ko hi milate hai, Kyonki Akshar samy par samajh nai aati aur samajh aane par samay nikal jata hai.

2. Jindagi ki Uljhane Hamari Shararato ko Kam Kar Deti hai, Aur Log samajhate hai ki Ham Samajhadar ho gaye hai.

3. Pani Se bhar badal aur phool phal se lade vriksh hamesha niche ki taraph jhuke rahate hain, sajjan purush bhi inhi ki banti dhan aur gyan ki prapti ke baad binarm rahate hain.

3. Binarmata sajjan purushon ka aabhusan hai.

4. Yadi aap men aatmvishwas nahi hai to aap hamesha na jitane ka bahana khoj lenge.

5. Doosaron ko dukhi dekhakar tumhe bhi dukh hota hai to samajh lo bhagwan ne tumhe insaan banakar koyee talati nahi ki..

6. Apne ko parishthiti ka  Gulam kabhi na samjho Tum swayn apne bhagy ke vidhata ho. Parishtiiyon ko anukul banana hi purusharth hai.

7. Pyar kabhi nishphal nahi hhota, Charitr kabhi nahi harata aur dhiry v dridhata se sapne awashy sach ho jate hain.

8. Jindagi Waise nahi Jaisi aap Iske Liye kamana karate hain, Yah to waisi ban jati hai, Jaisa aap ise banate hain. Jiwan ki un simaon ko chhod kar, Koyee aur simayen nahin hai, Jinhe aap kudh tay karate hain.

9. Kisi ka saral Swabhav Uski kamjori nahi hoti hai, Sansar men pani saral kuchh bhi nahi hota hai, Kintu uska tej badi se badi chattan ke tukade tukade deta hai.

अन्य हिंदी सुविचार

19 अक्टू॰ 2018

सुविचार इन हिंदी | Suvichar in Hindi

अच्छे विचारों कि पोटली

आजकल के युवा पीढ़ी के जीवन में जितनी जल्दी निराशा घर बना लेती है उतनी ही जल्दी उनका आत्मविश्वास भी डग मगाने लगता है ऐसा इसलिए होता है क्योंकि उनको सही मार्ग दिखाने वाला कोई नहीं मिलता है और कुछ लोग मिल भी जाते हैं तो या तो उनके विचार अच्छे नहीं होते या फिर उनके संस्कार अच्छे नहीं होते, जिसकी वजह से व्यक्ति को भटकने में समय नहीं लगता। ऐसी स्थिति में यदि यक्ति को कहीं से अच्छे विचारों कि पोटली मिल जाये और वह उसे पढ़कर अपने जीवन में बदलाव लाये तो उसका जीवन सही पथ पर आगे बढ़ने लगता है।
इन बातों को ध्यान में रखकर हम कुछ सुविचार (Suvichar in Hindiआपके साथ साझा कर रहे हैं, आशा है आपको ये रचनात्मक लेख जो कि सुविचारों से भारा हुआ है पसंद आयेगी।

सुविचार इन हिंदी

  1. इन्सान हर बार आजमाता है कि ईश्वर है या नहीं, कभी खुद को क्यों नहीं आजमाता कि वह इन्सान है या नहीं। - सुविचार फॉर  यू ग्रूप
  2. मनुष्य का सबसे बड़ा शत्रु, उसका अज्ञान होता है। - आचार्य चाणक्य सुविचार
  3. इच्छा ही सब दूखो का मूल कारण है। - गौतम बुद्ध सुविचार
  4. जिसने ज्ञान को अपने अंदर उतार लिया, समझो उसने ईश्वर को अपने अंदर समा लिया। - विनोबा भावे सुविचार
  5. आपका आज का मनुष्यता, आपके कल के भाग्य को लिख सकता है। - सुविचार फॉर  यू ग्रूप
  6. क्रोध  एक  प्रकार का अस्थायी   पागलपन  है  – महात्मा  गांधी सुविचार
  7. अप्रिय शब्द पशुओ को भी अच्छे नहीं लगते - गौतम बुद्ध सुविचार
  8. सख्त दिलों को जितने के लिए नरम  शब्दों  का प्रयोग करना पड़ता है। - सुविचार फॉर  यू ग्रूप
  9. गहरी नदी का जल बहाव हमेशा शांत और गंभीर होता है। - शेक्सपीयर सुविचार
Suvichar in hindi

Insaan Har Bar Aajmata hai ki Ishwar Hai Ki Nahi. Kash Ki Insaan Ek Bar Sway Ko Aajma Leta Ki Wo Insaan Hai Ki Nahi.

suvichar in hindi

Apni Galti Ko Svikarana Jhadoo Lagane Ke Samaan Hai jo Dharatal Ki Satah Kko Chamakdar Aur Saff Kar Deti Hai.
💦सुविचार इन हिंदी फॉर यू 💦

suvichar in hindi

Satya Ek Bada Ped Hai, Uskii Jyo Jyo Seva Ki Jati Hai, Tyo Tyo Usmen Anek Phal Aate Hai, Unka Ant Nahi Hota. - Mahatma Gandhi
💦सुविचार इन हिंदी फॉर यू 💦


suvichar in hindi

Yuva Prakriti Ke Ek upahar hai, Leking Umaar kam karne ki Ek Kala Hai.
💦सुविचार इन हिंदी फॉर यू 💦

suvichar in hindi


Prem Ki Shakti Dand  Ki Shakti Se hajar Guni Prabhavshali Aur Sthayee Hoti Hai. - Mahatma Gandhi
💦सुविचार इन हिंदी फॉर यू 💦

suvichar in hindi


Dunia Men Koi Kaam Asambhav nahi Hota, Bas Hosala Aur Menhant Ki Jaroorat Hai.
💦सुविचार इन हिंदी फॉर यू 💦

suvichar in hindi

Ishwar Kahate Hain, Udas na Ho Main Tere Saath Hoon, Saamane Nahi Aas Paas Hoon, Palko Ko Band Kar Aur Dil Se Yad Kar Main Koi Aur Nahi Tera Vishwas Hoon.
💦सुविचार इन हिंदी फॉर यू 💦

suvichar in hindi

Paisa Kamane Ke Liye Itana Samay Karch Mat Karo Ki, Paisa Kharch Karane Ke Liye Jindagi Men Samay Hi Na Bache.
💦सुविचार इन हिंदी फॉर यू 💦

suvichar in hindi

Karmo Se Hi Pahachan Hoti hai Insano Ki Kyonki Hahane Kapade To Putale Bhi Pahante Hai Dukano Men.
💦सुविचार इन हिंदी फॉर यू 💦

suvichar in hindi

Laphj Aur Unko Bolane Ka lahaja Hi Hote hain, Insan Ka Aaina, Shakl Ka Kya Hai, Wo To Umar Aur Halat Ke Saath Akasar Badal Jati Hai.
💦सुविचार इन हिंदी फॉर यू 💦

suvichar in hindi
Ham Kya Karte Hain, Iska Mahatv Kam Hai. Parantu Use Ham Kis Bhav Se Karte Hain Iska Bahut Mahatv Hai.
💦सुविचार इन हिंदी फॉर यू 💦

suvichar in hindi
Kabhi Pith Peechhee Aapki Baat Chale La Ghabrana Nahi, Kyonki Peech Pichhe Unhi Ki Baat Hoti hai, Jinme Koi Baat Hoti Hai. 
💦सुविचार इन हिंदी फॉर यू 💦


suvichar in hindi
 Apna Phayada Soche Bina, Sabke Sath Achchhai Karo, Kyonki Jo Log Phool Batate hain, Unke Hatho Men Kushbu Awashy Hoti Hai. 
💦सुविचार इन हिंदी फॉर यू 💦

suvichar in hindi
Kam Karne Se poorv vichar Karna Buddhimani hai, kaam Karte Samay Vichar Karna Satrkta Hai, Aur Kam Karne ke bad vichar karna murkhata hai.
💦सुविचार इन हिंदी फॉर यू 💦

हमें समझना चाहिए कि जिंदगी के इस सफर में कभी अच्छी बाते होती रहती है तो कभी बुरी, कभी हमें अच्छे लोग मिल जाते हैं तो कभी बुरे, लेकिन इस स्थिति में हमें चुनाव करना होता है कि हम किसे चुने। यदि हम सही मार्ग को चुन लेते हैं तो हमारा जीवन सही मार्ग पर चलने लगता है और यदि गलत चुनते हैं तो वह गलत रहा पर चला जाता है। 

सही मार्ग को चुनने में थोड़ा समया लगता है, इसलिए सोच समझकर सही का चुनाव करें। 

हमें अपने अन्दर से नकारात्मक चीजों को बाहर निकाल कर सकारात्मक जीजों का समावेश करना चाहिए। यदि आप ऐसा करते हैं तो आपका रूप भी सकारात्मक हो जायेगा, जिससे आपका जीवन एक कर्तव्य रूपी मार्ग पर आगे बढ़ने लगेगा और आपके जीवन में हर चीज सही होने लगेगी।

आपको हमारा यह पोस्ट (Suvichar) कैसा लगा, यह आप कमेंट बॉक्स में लिखकर जरुर बताये। यदि यह पोस्ट आपको पसंद आया हो तो इसे दूसरों तक पहुचाने के लिए शेयर करें।

कुछ अच्छे विचार जो हमारी जिन्दगी की सोच को बदल दे

इस संसार का हकीकत, जिस दिन हमारी मौत हो जाती है, उस दिन हमारा पैसा यही रह जाता है।
जब हम जिंदा होते हैं तो हमें ऐसा हर वक्त लगा रहता है कि जीने के लिए हमारे पास पर्याप्त धन नहीं है।
जब हम चले जाते हैं तब भी बहुत सा धन बिना खर्च किये बच जाता है इसलिए धन ज्यादा कमाने से अच्छा है कि जितना है उतने में संतोष करके जिंदा दिल जिंदगी जीये।

कुछ हकीकत जो आजकल के युवा स्वीकार नहीं करना चाहतें - 


  • फोन चाहे जितने भी महेंगे ले लो, उसका 75% फंक्शन अनोपयोगी ही रह जाता है। 
  • कार चाहे जितनी भी महंगी क्यों न हो, उसका 75% से अधिक गति का इस्तेमाल नहीं हो पाता।
  • आलीशान मकानों का 75% भाग हमेशा खाली ही रह जाता है। 
  • पूरी जिंदगी की कमाई का लगभग 75% दूसरों के उपयोग के लिए ही रह जाता है। 

इसलिए जितना आपके पास हो उतने में खुश रहना सीखे नहीं तो पश्चताने के सिवा कुछ नहीं रहता।

कुछ अन्य सुविचार


  1. आप मेरे बारे कभी उस तरह नहीं सोच सकते जैसा मैं आपके बारे में सोचता हूं, यही चीज है जो मुझे हर रोज परेशान करता है। - 💦Suvichar in Hindi for you💦
  2. जब आप किसी को पाने की उम्मीद करते हैं तो कुछ अच्छा होगा ये सोच रखना जरूरी है। धैर्य रखें। ध्यान केंद्रित स्मार्ट रहो। - 💦Suvichar in Hindi💦

28 मार्च 2013

Hindi Suichar | सुविचार इन हिंदी

सुविचार इन हिंदी

सुविचार इन हिंदी

Hindi Suichar for you

Aapki manovriti hi aapki mahanta ko...
Doondane jaisee shanit hai, bolane jaisa saty hai....
Jisake paas ummid hai wah laakh baar haar ...
  1. aanav ke andar jo kuchh sarvotam hai, uska vikas prashansa tatha protsahan ke dwara kiya ja sakata hai.
  2. Manushy apnae vishwas se nirmit hota hai, jaise wo vishwas karata hai waisa wo ban jata hai.
  3. Balawan se budhdimaan aur budhdimaan se Gyanwan adhik shaktishali hota hai.
  4. Saawadhan rahiye jiwan men apki pratyek kriya ki pratikriya hota hai.
  5. Swabhimani hona achchha hai prantu swabhimaan se vinramata shreshth hai.
  6. Lakshy ke bina koee bhi vyakti maulik ya rachanatmak karta nahi ban sakata aur aur jab tak vyakti ek nishth hokar apne man ko kisi ek hi bindu par ekagr prapt nahi kar sakata.

यह ब्लॉग खोजें