यह ब्लॉग खोजें

Socrates ke mahan vichar - Sukrat Hindi

Socrates ke mahan vichar


Mahan vichar, quote, anmol vachan Socrates ke hindi men
Socrates ke suvichar

1. Har vyakti ki atma amar hoti hai lekin jo vyakti nek hote hain unki aatma amar aur divya hoti hai. -(सुकरात- Socrates)

2. Janha tak mera swal hai, Mai bas itna janata hoon ki mai kuchh nahi janata. . -(सुकरात- Socrates)

3. Shadi ya brahmchary aadami chahe jo bhi rasta chun le, Use baad men pachhatana hi padata hai. . -(सुकरात- Socrates)

4. Mitrata karane men dhime rahiye, Par jab kar lijiye to use majbooti se nibhaiye aur us par sthir rahiye. . -(सुकरात- Socrates)

5. Mrityu sambavat manviya vardano men sabse mahan hai. . -(सुकरात- Socrates)

6. Chahe jo ho jaye shadi kijiye, Agar achchhi patni mili to aapki jindagi khushhal rahegi agar buri patni milegi to aap darshanik ban jayenge. . -(सुकरात- Socrates)

7. Ek emandar aadami hamesha ek bachcha hota hai. -(सुकरात- Socrates)

कोई टिप्पणी नहीं: