यह ब्लॉग खोजें

Hindi Suvichar part-16

Vishwas ek chhota shabd hai, usko padane ko to ek sacend lagata hai, socho to minute lagata hai aur samajho to din lagata hai. 
Agar koee is duniya se khushi khushi mar kar jata hai to kewal shabd ka abhyasi hi. Duniya ke baki sab log, baadshah se lekar garib tak, sote huye jate hain.
Do aksharon men kahen to karm saphalata ka mool hai.  
Apavitr vicharon se ek vyakti ko charitrhin banaya ja sakata hai, To shudhd satvik evm pavitr vicharon se use sansakarvan bhi banaya ja sakata hai.

Agar Har Adami Apna Apna sudhar kar le to, Sara sansar sudhar sakata hai; Kyonki eke k ke jod se hi sansar banata hai.

Agar kisi ko apna mitr banana chahate ho, To uske doshon, guno aur vicharon ko achchhi tarah parakh lena chahiye.

Suvichar4u-More Pages
1   2    3    4   5   6  7   8   9   10    Next
     Mahtma Gandhi  | Lord Buddha  | Swami Vivekanand   |  Chanakya
    Friends   |  Sai Baba    |   Aristotle    |   APJ Abdul Kalam
    Hindi suvichar   |  Bhakti    |   Success    |  Amrit Vani

कोई टिप्पणी नहीं: