Maa ke liye Anmol Vachan लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
Maa ke liye Anmol Vachan लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं

2 जुल॰ 2014

Maa ke liye Anmol vachan | मां के लिए अनमोल वचन

मां के लिए अनमोल वचन


anmol vachan in english to hindi

Khane Ki Chije Maa Ne Jo Bheji Hai Gaanv Se  Basi Bhi Ho Gai Hain To Kya Lajjat Wahi Rahi Hai

Mera Bachapan Tha Mera Ghar Tha Khilaune The Mere  Sar Pe Maa Baap Ka Saya Bhi Gajal Jaisa Tha.

Khane Ki Chije Maa Ne Jo Bheji Hai Gaanv Se
Basi Bhi Ho Gai Hain To Kya Lajjat Wahi Rahi Hai

Mera Bachapan Tha Mera Ghar Tha Khilaune The Mere
Sar Pe Maa Baap Ka Saya Bhi Gajal Jaisa Tha.

Maine Kal Shab Chahaton Ki Sab Kitabe Phaad Di
Sirf Ek Kagaj Pe Likkha Laphaj E Maa Rahane Diya.

Gher Lene Ko Mujhe Jab Bhi Bulaye Asa Gai
Daal Ban Kar Saamane Maa Ki Duaye Aa Gai.

Mujhe Kadhe Huye Takiye Ki Kya Jaroorat Hai
Kisi Ka Haath Abhi Mere Sar Ke Niche Hai.

Mohabbat Karte Jaon Bas Yahi Sachchi Ibabadat Hai
Mohababat Maa Ko Bhi Makka Madina Maan Leti Hai.

Maa Ye Kahati Thi Ki Moti Hai Hamare Aaonsoo
Isliye Ashko Ka Pina Bhi Bura Lagata Hai. 

Shahar Ke Raste Ho Chahe Gaanv Ki Pagadndiya
Maa Ki Ungali Thaam Kar Chalana Mujhe Achchha Laga.  

Dhoop Se Mil Gaye Hain Ped Hamare Ghar Ke
Main Samajhati Thi Ki Kaam Aayega Beta Apna

Phir Usko Mar Ke Bhi Khuda Se Juda Hone Nahi Deti
Yah Mitti Jab Kisi Ko Apna Beta Maan Leti Hai.

1 जुल॰ 2014

Maa ke Liye Anmol vachan part-2

मां के लिए सुविचार


Hadson Ki Gsard Se Khud Ko Bachane Ke Liye,
Maan Ham Apne Saath Bas Teri Duaa Le Jayenge.

Hawa Udaye Liye Ja Rahi Hai Har Chadar,
Purane Log Sabhi Intekaal Karne Lage.

Aye khuda! Phool se bachchon ki hiphajat karna,
Muflisi Chaah Rahi Hai Mere Ghar Men Rahana.

Khood Ko Is Bhid Men Tanha Nahi Hone Denge,
Maa Tujhe Ham Abhi Booda Nahi Hone Denge.

Yahi Rahoonga Kahi Umr Bha Na Jaunga,
Jamin Maa Hai Ise Chhod Kar Na Jaunga.

Abhi Jinda Hai Maa Meri Mujhe Kuchh Bhi Nahi Hoga,
Main Jab Ghar Se Nikalta Hoon Dua Bhi Saath Chalati Hai.

Kahi Benoor N Ho Jaye Wo Boodhi Aankhe,
Ghar Men Darate The Khabar Bhi Mere Bhai Dete Hai.

Kuchh Nahi Hoga To Aanchal Men Chhoopa Legi Mujhe,
Maa Kabhi Sar Pe Khuli Chat Nahi Rahane Degi.

Din Bhar Ki Mashkkat Se Badan Choor Hai Lekin
 Maa Ne Mujhe Dekha To Thakan Bhool Gai

Barbaad Kar Diya Hamen Pardes Ne Magar
Maa Sabse Kah Rahi Hai Ki Beta Maje Men Hai. 

Yahi Rahoonga Kahi Umr Bha Na Jaunga

Din Bhar Ki Mashkkat Se Badan Choor Hai Lekin   Maa Ne Mujhe Dekha To Thakan Bhool Gai

Barbaad Kar Diya Hamen Pardes Ne Magar  Maa Sabse Kah Rahi Hai Ki Beta Maje Men Hai.

30 जून 2014

Maa ke liye Anmol vachan part-1

मां के लिए अनमोल वचन


Jara Si Baat Hai Lekin Hawa Ko Kaun Samjhaye,
Diye Se Meri Maa Mere Liye Kajal Banati Hai.

  Jara Si Baat Hai Lekin Hawa Ko Kaun Samjhaye

Hansate Huye Maa Baap Ki Gali Nahi Khate,
Bachche Hain To Kyon Shauk Se Mitti Nahi Khate.

  Hansate Huye Maa Baap Ki Gali Nahi Khate

Hava Dukhon Ki Jab Aai Kabhi Khija Ki Tarah,
Mujhe Chhupa Liya Mitti Ne Meri Maa Ki Tarah

  Hava Dukhon Ki Jab Aai Kabhi Khija Ki Tarah

Sar Phire Log Hamen Dushman E Jaa Kahate Hain,
Ham Jo Is Mulk Ki Mitti Ko Bhi Maa Kahate Hain. 

Sar Phire Log Hamen Dushman E Jaa Kahate Hain

Labon pe uske kabhi baduaa nahi hoti,
Bas ek maa hai jo mujhe khapha nahi hoti.

  Labon pe uske kabhi baduaa nahi hoti,

Kisi Ko Ghar Mila Hisse Men Ya Koi Dukha Aai,
Main Ghar Men Sabse Chhota Tha Mere Hisse Men Maa Aai.


Kisi Ko Ghar Mila Hisse Men Ya Koi Dukha Aai

E Aandhere Dekh Le Munh Tera Kala Ho Gaya,
Maa Ne Aankhe Khol Di Ghar Men Ujala Ho Gaya.


E Aandhere Dekh Le Munh Tera Kala Ho Gaya

Is Tarah Mere Gunahon Ko Wo Dho Deti Hai,
Maa Bahut Gusse Men Hoti Hai To Ro Deti Hai. 
 

Maa Bahut Gusse Men Hoti Hai To Ro Deti Hai.

Meri Khwahish Hai Ki Main Phir Se Pharishta Hoo Jaoon,
Maa Se Is Tarah Lipat Jaaoon Ki Bachcha Ho Jaoon.

Meri Khwahish Hai Ki Main Phir Se Pharishta Hoo Jaoon

यह ब्लॉग खोजें