Pyar ke vichar लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
Pyar ke vichar लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं

18 जुल॰ 2014

For Social media post-6- Love Sayari and Sms

Love Sayari and Sms


Na Jane Kaun Si Baat Aakhari Ho,
Na Jane Kaun Si Mulakat Akhari Ho,
Ye Sochakar Sabko Yaad Karke Sote H
 Na Jane Kaun Si Raat Akhari Ho.

Na Jane Kaun Si Baat Aakhari Ho

Zindgi Itani Tanha Kyo Hoti H,
Sabko Kismat Se Sikayat Kyo Hoti H,
Ye Kismat V Ajib Khel Khelati H,
Jise Pana Muskil Hota Mohbbat Usi Se Kyo Hoti H.

Zindgi Itani Tanha Kyo Hoti H

Kash ye jalim judai na hoti,
Rab Tune Dil Chiz Banai Na Hoti,
Na Unse Milate Na Mohabbat Hoti,
Zindgi Jo Apni Thi Aaj Wo Parai Na Hoti.
Kash ye jalim judai na hoti
Tute Hue Tare Ko Dekhakar Maine Dil Se Kaha
Ye Dil Mang Le Tu V Fariyad  Koi,
Par Dil Se Awaj Aai Jo Khud Hi Tut Raha H
Wo Kya Puri Karega Fariyad Koi.
Tute Hue Tare Ko Dekhakar Maine Dil Se Kaha
Unko Apne Haal Ka Hisab Kya Dete
Sawal Sare Galat The Jawab Kya Dete,
Wo To 3 Lafzo Ki Hifazat V Na Kar Paye
Phir Unke Hanth Me Puri Zindgi Ka Kitab Kya Dete.
Unko Apne Haal Ka Hisab Kya Dete
Koi Chahata Hai Kisi Ko Apnane K Liye,
Koi Chahata H Kisi Ko Tanhai Se Bachane K Liye,
Hame To Har Kisi Ne Chaha Sirf Apna Dil Bahlane K Liye.
Koi Chahata Hai Kisi Ko Apnane K Liye
Chaho Tum Jise Chahat Se Jyada,
Sapne Dekho Tum Jiska Nind Jyada,
Mango Tum Jise Mannat Se Jyada,
Kuda Kare Wo V Tumhe Pyar Kare Apni Saanso Se Jyada.
Chaho Tum Jise Chahat Se Jyada
Mitati Zindgi Par Dost Ek ahsan Kr Do
Benam Sa Rishta Mere Naam Kr Do,
Subah Ko Milo Aur Sham Kr Do,
Aur Sham Tak Mere Ghar Ka Sara Kaam Kr Do.
Mitati Zindgi Par Dost Ek ahsan Kr Do
 

9 जुल॰ 2014

For Social media post- Love Sayari and Sms

Duriya Dilo Ko Mila Deti Hai ,
Duriya Ek Duje Ki Yaad Dilate Hai,
Dur Hokar Bhi Koi Karib Hai Kitna
Duriya Hi Is Baat Ka Ehsaas Dilate Hai.
School Life 10 To12 Tak,  Collage Life Padho Jab Tak

School Life 10 To12 Tak,
Collage Life Padho Jab Tak,
Love Life Saadi Jab Tak,
Par Hamari Friendship Life February 31 Tak………….
Kyo Nibhaoge Na.
Main Ek Badmas Sms Hu Jise Bewakuf Padhate Hai,  Pagal Forward Karte Hai

Main Ek Badmas Sms Hu Jise Bewakuf Padhate Hai,
Pagal Forward Karte Hai,
Sakki Save Karte Hai,
Aur Bewafa Delete Karte Hai,
To Batawo Aap Kya Karoge?
98% Smart Ho Aap,  40% Naughty Ho Aap

98% Smart Ho Aap,
40% Naughty Ho Aap,
85% Intelligent Ho Aap,
97% Quit Ho Aap,
Aur 100% Sweet Ho Aap,
Total Milakar 420 Ho Aap.
Khushi Se Dil Ko Abad Karna,  Gam Se Se Dil Ko Ajad Karna

Khushi Se Dil Ko Abad Karna,
Gam Se Se Dil Ko Ajad Karna,
Hamari Bas Itani Gujarish Hai Aap Se Ki
Hame Din Men Ek Bar Yaad Jarur Karna.
Yaad Aye Kabhi To Aankhe Band Na Karna,  Ham Chale V Jaye To Gam Na Krna

Yaad Aye Kabhi To Aankhe Band Na Karna,
Ham Chale V Jaye To Gam Na Krna,
Jajuri Nahi Ki Rishte Ka Koi Naam Ho,
Par Dosti Ka Ehsaas Dil Se Kam Na Karna.

Hamari Sms Se Log Samajhate Hai Ki Hame Aadat H Paise Udane Ki
Lekin Wo Nadan Kya Samjhe Ki Ye V Ek Ada H Kanjuso Ko Saram Dalane Ki.

Jo Jita Wo Sikandar, Jo Hara Jail Ke Andar,
Jo Sms Bhej Raha H Usko Jadu Ki Jhappi,
Aur Jo Sms Na Bheje Use Bandar Ki Pappi.

यह ब्लॉग खोजें