Mahan vyaktiyon ke suvichar लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
Mahan vyaktiyon ke suvichar लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं

28 मई 2015

Vedhvyaas Ke Suvichar

वेदव्यास के कथन (सुविचार)



Vedhvyaas Ke Suvichar
1. Jo Parusharth Nahi Karte Unhe Dhan, Mitr, Aishvary, Such, Swasthy, Shanty Aur Santosh Prapt Nahi Hote.

2. Niyam Ke Bina Aur Abhimaan Ke Saath Kiya Gaya Tap Vyarth Hi Hota Hai.

3. Dukh Ko Door Karne Ki Ek Hi Amogh Aushdhi Hai- Man Se Dukhon Ki Chinta Na Karna.

4. Saty Se Soorya Tapata Hai, Saty Se Aag Jalati Hai, Saty Se Vayu Bahati Hai Sab Kuchh Saty Men Hi Pratishthit Hai.

5. Bair Ke Karan Utapann Hone Wali Aag Ek Paksh Ko Swaha Kiye Bina Kabhi Shant Nahi Hoti.

6. Jaise Jal Dwara Agni Ko Shant Kiya Jata Hai Waise Hi Gyan Ke Dwara Man Ko Shant Rakhana Chahiye.

7. Jaise Soorya Aakash Men Chhup Kar Nahi Vichar Sakta Usi Prakar Mahapurush Bhi Sansar Men Gupt Nahi Rah Sakte.

8. Saty bolana shreshth hai lekin saty kya hai, yahi jaanana kathin hai. Jo pranimatra ke liye atyant hitkar ho, mai isee ko saty kahata hoon.

9. Manushy Ki Ichchhaon Ka Pet Aaj Tak Koi Nahi Bhar Saka Hai.

10. Ishvar Se Prathana Karo, Par Apni Patvar Chalate Raho.

11. Jo Pranimatra Ke Liye Atyant Hitkar Ho, Main Isee Ko Saty Karta Hoon.

12. Kshama Asamarth Maanvi Ka Lakshan Aur Asamarthon Ka Abhooshan Hai.

Shop Online   Bed linen    |    Bed Sheets    |    Bath Towels

30 अग॰ 2013

Inspirational & Motivational Quotes in Hindi-3

Hindi Motivational Quotes in Hindi

प्रेरणात्मक कथन (1.)  परिश्रम सौभाग्य की जननी होती है।
(बेंजामिन  फ्रैंकलिन - Benjamin Franklin)
प्रेरणात्मक कथन (2.)  जिस व्यक्ति के पास धैर्य होता है वह जो चाहता है पा सकता है।
(बेंजामिन  फ्रैंकलिन - Benjamin Franklin)
प्रेरणात्मक कथन (3.)  कोई काम शुरू करने से पहले अपने से तीन प्रश्न कीजिये मैं ये क्यों कर रहा हूँ और  इसके परिणाम क्या हो सकते हैं तथा क्या मैं सफल होऊंगा। और जब सोचने पर प्रश्नों के संतोषजनक उत्तर मिल जायें तो काम शुरू करना चाहिए।
(चाणक्य- Chanakya)
प्रेरणात्मक कथन (4.)  व्यक्ति अकेले पैदा होता है और अकेले ही मर जाता है, वो अपने अच्छे और बुरे कर्मों का फल खुद ही भोगता है और वह अकेले ही नर्क या स्वर्ग रास्ता चुनता है।
 (चाणक्य- Chanakya)
प्रेरणात्मक कथन (5.)  जैसे ही भय आपके पास आये, उस पर आक्रमण कर दे और उसे नष्ट कर दे इससे विजय आपको मिलेगी।
 (चाणक्य- Chanakya)
प्रेरणात्मक कथन (6.) कोई व्यक्ति अपने व्दारा किये गये कार्यों से महान होता है, अपने जन्म से नहीं।

 (चाणक्य- Chanakya)

5 जून 2013

Mahan Vyaktiyon ke Vichar in Hindi-2

Mahan Vyaktiyon ke Vichar in Hindi


1. Jhoot, bewajah dalil deta hai, Sach khud apna wakil hota hai. 

2. Pratyek kary apne samay se hota hai, Usmen utawali thik nahi, Jaise ped men kitana hi paani daala jay par phal wah apne samay se hi deta hai. 


3. Maa chahiye bahan chahiye Phir beti kyon nahi.

4. Mitrata ek kaanch ke gahane jaisa hai, Toote to banana wale bhi roye aur todane wale bhi. 

5. Janha himmat samapt hoti hai wahi haar ki shuraat hoti hai, Aap dhiraj mat khoeye Apna kadam phir uthaiye. 

6. Koyee vykti kitana hi mahan kyon na ho, Aankhe mundar uske pichhe na chaliye. Yadi ishwar ki aisi mansha hoti to wah har prani ko Aankh, Naakh, Kaan, Mastisk andi kyon deta.


यह ब्लॉग खोजें