Great Indian Quotes लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
Great Indian Quotes लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं

11 जून 2015

Great Indian Quotes | महान व्यक्तियों के अनमोल वचन

महान व्यक्तियों के अनमोल वचन


आचार्य रामचंद्र शुक्ल के अनमोल वचन

Aacharya Raamchandra Shukl

1. Bair Krodh Ka Aachaar Ya Murabba Hai.- Aacharya Raamchandra Shukl


2. Chtavan Se Jo Rookhayee Prakat Ki Jaati Hai, Wah Bhi Krodh Se Bhare Hue Katu Vachano Se Kam Nahi Hoti. - Aacharya Raamchandra Shukl


3. Doosron Par Kiye Gaye Vyang Par Ham Has Ante Hain Par Apne Upar Kiye Gaye Vyangy Par Rona Tak Bhool Jate Hain. - Aacharya Raamchandra Shukl

बाल गंगाधर तिलक के विचार

Baal Gangadhar Tilak ke Vichar

1. Kasht aur vipatti manushy ko shiksha dene wale shreshth gun hain. Jo saahas ke saath unka samana karte hain, we vijayee hote hai.  – Lokmany Tilak


2. Sharir Ko Rogi Aur Nirbal Rakhane Ke Saaman Doosra Koi Paap Nahi Hai. – Lokmany Tilak


3. Swantrata Hamara Janm Sidhd Adhikar Hai. – Lokmany Tilak


4. Avyaay Aur Atyachar Karne Wala, Utna Doshi Nahi Mana Ja Sakta, Jitna Ki Use Sahan Katne Wala. – Lokmany Tilak

महर्षि वाल्मीकि (रामायण) के सुविचार

Maharshi Valmiki (Ramayan) Ke Suvichar
 
1. Pita Ki Seva Karna Jis Prakar Kalyankari Mana Gaya Hai Waisa Prabal Saadhan Na Saty Hai, Na Daan Hai Aur Na Yag Hain. – Maharishi Vaalmiki


2. Jaise Pake Hue Phalon Ko Girne Ke Siva Koi Bhay Nahi Waise Hi Paida Hue Manushy Ko Mritu Ke Siva Koi Bhay Nahi. – Maharishi Vaalmiki


3. Hatash Na Hona Saphalta Ka Mool Hai Aur Yahi Param Sukh Hai. Utsah Manushy Ko Karmo Men Prerit Karta Hai Aur Utsah Hi Karm Ko Saphal Banata Hai. – Maharishi Vaalmiki


4. Tap Hi Param Kalian Ka Sadhan Hai. Doosare Sare Sukh To Agyan Matra Hai. – Maharishi Vaalmiki


5. Janani Janmbhoomishch Svaradapi Gariyasi. Janani Aur Janmbhoomi Swarg Se Bhi Adhik Shreshth Hai. – Maharishi Vaalmiki

सरदार पटेल के अनमोल वचन

Sardar Patel Ke Anmol Vachan

1. Satyagrah Ki Ladayee Hamesha Do Prakar Ki Hoti Hai. Ek julmon ke khilaph aur doosari sway ki durbalata ke viroodh. – Sardar Patel


2. Loha Garam Bhale Hi Ho Jaye Par Hathauda To Thanda Ra Kar Hi Kam Kar Sakta Hai. – Sardar Patel


3. Jab Tak Ham Sway Nirparadh Na Ho Tab Tak Doosron Par Koi Aakshep Saphalatapooravak Nahi Kar Sakte. – Sardar Patel


4. Yah Sach Hai Ki Paani Men Tairnewale Hi Doobte Hain, Kinare Par Khade Rahanewale Nahi, Magar Kinare Par Khade Rahane Wale Kabhi Tairna Bhi Nahi Sikh Pate. – Sardar Patel


5. Shatru Ka Loha Bhale Hi Garm Ho Jaye, Par Hathauda To Thanda Rahakar Hi Kaam, De Sakta Hai. – Sardar Patel

10 जून 2015

Kaalidas ke anmol Vachan

कालिदास के कथन (अनमोल वचन)



Prithvi Par Tin Ratn Hain. Jal, Aan Aur Subhashit Lekin Agyani Patthar Ke Tukaden Ko Hi Ratn Kahate Hain.
1. Prithvi Par Tin Ratn Hain. Jal, Aan Aur Subhashit Lekin Agyani Patthar Ke Tukaden Ko Hi Ratn Kahate Hain. 

2. Yashsivayon Ka Kartavy Hai Ki Jo Apne Se Hod Kare Usase Apne Yash Ki Raksha Bhi Karen. 

3. Uday Hote Samay Soorya Laal Hota Hai Aur Ast Hote Samy Bhi. Isi Prakar Sampatti Aur Vipatti Ke Samay Mahan Purushon Men Ekroopta Hoti Hai. 

4. Kaam Ki Samapti Santoshprad Ho To Parishram Ki Thakan Yaad Nahi Rahati. 

5. Sajjan Purush Baadalo Ke Saman Dene Ke Liye Hi Koi Vastu Graham Karte Hai. 

6. Sab prachin achchha aur sab naya bura nahi hota. Budhdiman purush swany pariksha dwara gun-doshon ka vivechan karte hai. 

7. Jinka Chitt Vicar Utpann Karne Wali Paristhitiyon Men Bhi Asthir Nahi Hota We Hi Sachche Dhir Purush Hote Hai. 

8. Sajjan Purush Bina Kahe Hi Doosron Ki Asha Poori Kar Dete Hai Jaise Soorya Sway Hi Ghar Ghar Ja Kar Prakash Phaila Deta Hai. 

9. Daan-Puny Kewal Parlok Men Sukh Deta Hai Par Yogy Santan Seva Dwara Ihlok Aur Tarpan Dwara Parlok Dono Men Sukh Deti Hai. 

10. Avagun Naav Ki Pendi Men Ek Chhed Ke Saman Hai, Jo Chahe Chhota Ho Ya Bada Ek Din Use Duba Dega.

Shop Online   Bed linen    |    Bed Sheets    |    Bath Towels

28 मई 2015

Vedhvyaas Ke Suvichar

वेदव्यास के कथन (सुविचार)



Vedhvyaas Ke Suvichar
1. Jo Parusharth Nahi Karte Unhe Dhan, Mitr, Aishvary, Such, Swasthy, Shanty Aur Santosh Prapt Nahi Hote.

2. Niyam Ke Bina Aur Abhimaan Ke Saath Kiya Gaya Tap Vyarth Hi Hota Hai.

3. Dukh Ko Door Karne Ki Ek Hi Amogh Aushdhi Hai- Man Se Dukhon Ki Chinta Na Karna.

4. Saty Se Soorya Tapata Hai, Saty Se Aag Jalati Hai, Saty Se Vayu Bahati Hai Sab Kuchh Saty Men Hi Pratishthit Hai.

5. Bair Ke Karan Utapann Hone Wali Aag Ek Paksh Ko Swaha Kiye Bina Kabhi Shant Nahi Hoti.

6. Jaise Jal Dwara Agni Ko Shant Kiya Jata Hai Waise Hi Gyan Ke Dwara Man Ko Shant Rakhana Chahiye.

7. Jaise Soorya Aakash Men Chhup Kar Nahi Vichar Sakta Usi Prakar Mahapurush Bhi Sansar Men Gupt Nahi Rah Sakte.

8. Saty bolana shreshth hai lekin saty kya hai, yahi jaanana kathin hai. Jo pranimatra ke liye atyant hitkar ho, mai isee ko saty kahata hoon.

9. Manushy Ki Ichchhaon Ka Pet Aaj Tak Koi Nahi Bhar Saka Hai.

10. Ishvar Se Prathana Karo, Par Apni Patvar Chalate Raho.

11. Jo Pranimatra Ke Liye Atyant Hitkar Ho, Main Isee Ko Saty Karta Hoon.

12. Kshama Asamarth Maanvi Ka Lakshan Aur Asamarthon Ka Abhooshan Hai.

Shop Online   Bed linen    |    Bed Sheets    |    Bath Towels

26 मई 2015

Bharat Ke Mahan Vyaktiyon Ke Anmol Vachan

भारत के महान व्यक्तियों के अनमोल वचन


रामधारी सिंह दिनकर के अनमोल वचन

Kavita Gaakar Rijhane Ke Liye Nahi Samajh Kar Kho Jane Ke Liye Hai
1. Kavita Gaakar Rijhane Ke Liye Nahi Samajh Kar Kho Jane Ke Liye Hai.

2. Kavita Wah Surang Hai Jismen Se Gujar Kar Manushy Ek Vishv Ko Chhodkar Doosare Vishv Men Pravesh Karta Hai.

3. Dushto Ka Bal Hinsa Hai, Shasko Ka Bal Shakti Hai, Striyon Ka Bal Seva Hai Aur Gunvano Ka Bal Kshama Hai.

रामकृष्ण परमहंस के सुविचार

Jisparakar Maile Darpan Men Sooraj Ka Pratibimb Nahi Padata
1. Jisparakar Maile Darpan Men Sooraj Ka Pratibimb Nahi Padata Usi Prakar Malin Antkaran Men Ishvar Ke Prakash Ka Pratibimb Nahi Pad Sakta. 

2. Naav Jal Men Rahe Lekin Jal Naav Men Nahi Rahana Chahiye, Isi Prakar Saadhak Jag Men Rahe Lekin Jag Saadhak Ke Man Men Nahi Rahana Chahiye.

सुभाष चंद्र बोस के विचार

Jiwan Men Koi Chij Itani Haanikarak Aur Khatarnak Nahi Jitna Davadol Sthiti Men Rahana.

1. Jiwan Men Koi Chij Itani Haanikarak Aur Khatarnak Nahi Jitna Davadol Sthiti Men Rahana. 

2. Bina Josh Ke Aaj Tak Koi Bhi Mahan Kaary Nahi Hua. 

3. Tum Mujhe Khoon Do, Main Tumhe Aajadi Doonga. 

4. Jis Vyakti Ke Hridy Men Sangit Ka Spandan Nahi Hai Wah Vyakti Karm Aur Chintan Dwara Kabhi Mahan Nahi Ban Sakta.

Shop Online   Bed linen    |    Bed Sheets    |    Bath Towels

4 नव॰ 2013

Sachin Tendulakar ki pranshansha men kahe gaye kathan

Sachin ek mahan cricketer hahe jinke mahanta ke bare men logo ne kuchh shabd bole hain....

Sachin Tendulakar ki pranshansha men kahe gaye kathan:


1. Main chahata hoon ki mera beṭa sachin tendulakar bane. - Brayan lara
 
2. Ham ek ṭeam se nahin hare, jise iṇḍia kahate hain, ham ek insan se hare, jise sachin kahate hain. - Marka ṭelar

 
3. Hamare sath kucha bura nahin ho sakata agar ham iṇḍia men ek havayi - jahaz men ho jis par sachin tendulakar savar ho. - Hasim amala

 
4. Vah valkiṅg - isṭik se bhi leg - glans laga sakate hain. - Vaqar yunis

5. Duniya men do tarah ke ballebaj hain, pahala sachin tendulakar, dusara baki sabhi. - Eṇḍi phlavara
 
6. Mainne bhagavan ko dekha hai, vo ṭesṭ maichon men iṇḍia ki taraph se nambar char par baiṭiṅg karate hain. - Maithiv haiḍen

 
7. Jab main sachin ko baiṭiṅg karate dekhata hoon to main khud ko dekhata hoon . - Ḍan braiḍamen

 
8. Aparadh tab karo jab sachin baiṭiṅg kar rah ho, kyoṅki tab bhagavan bhi tab usaki baiṭiṅg dekhane men vyast hote hain. - Australia prashnshak

 
9. Use kharab gend mat phenko, vo to acchi gendon par bhi cauka marata hai. – Mycal cosprovich


4 जून 2013

Mahan Vyaktiyon ke Vichar in Hindi

Mahan Vyaktiyon ke Vichar in Hindi


1. Pratyek balad yah sandesh lekar aata hai ki ishawar abhi manushyon se nirash nahi hua hai. Ravindranath Thakur

2. Kavita ka bana pahan kar saty aur bhi chamak uthata hai. -Aanam

3. Hatash n hona saphalata ka mool hai aur hayi param such hai. Utsah manushy ke karmon men prerit karta hai aur utsah hi karm  ko saphal banata hai. - Valmiki

4. Anurag, Yauvan, roop ya dhan se utpann nahi hota. Anurag, Anurag se utapnn hota hai. - Premchand

5. Jaise jal dwara agni ko shant kiya jata hai  Waise hi gyan ke dwara man ko shant rakhana chahiye.


यह ब्लॉग खोजें