यह ब्लॉग खोजें

Bhagwat gita Adhyay-3-shalok-no-7-8-13

Bhagwat Gita Gyan

Bhavarth: Shri Krishan Bhagawan Arajun Se kahate hai ki Hai arjun! Jo Purush Man

Ystvnidryani mansa Niyamyarbhatsarjun

Karmenidhrye: Karmyogmasakt: Sa Vishishyate
Bhavarth: Shri Krishan Bhagawan Arajun Se kahate hai ki Hai arjun! Jo Purush Man Se Indiryon Vash men Kar ke Anashakt Hua Samast Indriyon Dwara Karmyog Ka Aacharan Karata Hai, Wahi Shreshth Hai.
Bhawarath: Shri Krishan Bhagwan Arjun Se is shalok men kahate hai ki He Arjun Too
Niyant Kuru Karm Tatnv Karm Jyayo Haykarman:

Shariryatrapi Cha Te Na Prashidhdyedakarman:

Bhawarath: Shri Krishan Bhagwan Arjun Se is shalok men kahate hai ki He Arjun Too Shastrvihit Kartvykarm Kar Kyonki Karm Na Karane Se Tera Sharir Nirvah Bhi Nahi Sidhd Hoga.

Bhavarth: Is shalok men Shir Krishan Bhagawan Arjun Ko bolate Hai ki Yag Se Bhache

Yagshitashin: Santo Muchynte SarvkilbiShe:

Bhunjate Te TwGh Papa Ye Pachntyatmkaranat

Bhavarth: Is shalok men Shir Krishan Bhagawan Arjun Ko bolate Hai ki Yag Se Bhache Huye Ann Ko Khane Wale Shreshth Purush Sab Papon Se Mukt Ho jate hai aur Jo Papi Log Apna Sharir Poshan Karane Ke liye Hi Ann Pakate Hain, We To Pap Ko Hi Khate Hain.

कोई टिप्पणी नहीं: