Hindi Suvichar for you लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
Hindi Suvichar for you लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं

13 सित॰ 2018

Ganesh Chaturthi 2018 | गणेश चतुर्थी की हार्दिक शुभकामनाएं

Ganesh Chaturthi

Ganesh Chaturthi

22 जुल॰ 2014

Somvar Vart ki katha

Shiv Ji ke Anmol Vachan


Is katha ke anusar jab Sanat Kumaron ne Maha Dev se Unhe Sawan Mahina Priy Hone ka Karan Poochha
Is katha ke anusar jab Sanat Kumaron ne Maha Dev se Unhe Sawan Mahina Priy Hone ka Karan Poochha To Mahadev Bhagwan Shiv ne Bataya ki Jab Devi Sati Ne Apne Pita Daksh ke Ghar Meh Yog-Shakti se Sharir Tyag kiya tha, Usase pahale devi sati ne Mahadev ko har janm men pati ke roop men pane ka pran kiya tha. Apne doosare janm men devi sati ne parvati ke naam se himachal aur rani maina ke ghar men putri ke roop men janm liya. Parvati ne sawan ke mahine men nirahar rah kar kathor vart kiya aur unhe prasann kar vivah kiya, jisake bad hi mahadev ke liye yah vishesh ho gaya. Yahi karan hai ki sawan ke mahine men suyogy var ki prapti ke liye kunwari ladaliyan vart rakhati hai.
Is vart men Bhagwav shankar ke sath mata parvati aur shri ganesh ki bhi pooja ki jati hai.
Is vart men Bhagwav shankar ke sath mata parvati aur shri ganesh ki bhi pooja ki jati hai. Varti yatha shakti panchopachar tatha poojan samagri ke sath pooja karti hai.
Shastro aur purano men sawan somvar vart ko ati phaldai kaha gaya hai.
Shastro aur purano men sawan somvar vart ko ati phaldai kaha gaya hai. Is vart ko jab vivahit striyan karti hai to parivar men khushiyan, smridhi aur samman prapt hotah hai. Purusho ko is vart se kary vyavasy men unnati, Shaikshnik gatividhiyon men saphalata aur arthik roop se majbooti milati hai.

4 जून 2013

Mahan Vyaktiyon ke Vichar in Hindi

Mahan Vyaktiyon ke Vichar in Hindi


1. Pratyek balad yah sandesh lekar aata hai ki ishawar abhi manushyon se nirash nahi hua hai. Ravindranath Thakur

2. Kavita ka bana pahan kar saty aur bhi chamak uthata hai. -Aanam

3. Hatash n hona saphalata ka mool hai aur hayi param such hai. Utsah manushy ke karmon men prerit karta hai aur utsah hi karm  ko saphal banata hai. - Valmiki

4. Anurag, Yauvan, roop ya dhan se utpann nahi hota. Anurag, Anurag se utapnn hota hai. - Premchand

5. Jaise jal dwara agni ko shant kiya jata hai  Waise hi gyan ke dwara man ko shant rakhana chahiye.


2 मार्च 2013

Ye Dost B Ajeeb Hote hai - Geet aur kavita

Ye Dost B Ajeeb Hote hai

Ye Dost B Ajeeb Hote hai, Dene pe aaye To Jaan de de, Lene Pe Aaye To Hansi Tak Cheen Le, Kehne Pe Aaye To Dil K Tmam Kono K Raaz Tak Kah De,

Aati hai jab Hame Yaad Tumhari - Geet aur kavita


जब हमे याद तुम्हारी हमसे मत पूछो क्या हसरत है हमारी एक कोशिश थी कभी पाना तस्वीर तुम्हारी जो कह न सके अपनी जुबान से कभी हम

21 जन॰ 2013

Hindi Suvichar | Hindi Quotes for you | Anmol Vachan


 Ek mitr ne puchha, Aap sabse vichar batate ho, Apko kya milata hai? Hamne has kar kaha lena dena to vyapar hai, Jo dekar kuchh na mange, Wahi to pyar hai.


 Jit nishichit ho to, Kayar bhi lad sakate hain, Bahadur we kahalate hain, jo Har nishchit ho phir bhi maidan nahi chhodate.

 Waqt ke saath badalane ka hunar to har koee rakhata hai, maja to tab hai, waqt badala jaye par insaan n badale.


Vyakti ko kabhi apne aap ko kamjor nahi samajhana chahiye kyonki kamjori hi asafalata ko janm deti hai.

Kadave shabd ka istemal n karen, kyonki kadwe shabd rishto ko khatm kar dushmani ke bij bo dete hai.

Sanghars men aadmi akela hota hai, Saphalata men duniya uske saath hoti hai, Jab Jab us par hansa hai tab tab usi ne itihas racha hai.

Agyani Hona manushy ka asadharan adhikar nahi hai Balki swayn ko agyani janana hi uska visheshadhikar hai. Agyan jaisa shatru doosara nahi hai.

Den eke niyam ka abhyas bahut hi aasaan hai. Yadi Vyakti khush rahana chahata hai to doosaron ko khush rakhe aur yadi prem pana chahata hai to doosaron ke prati prem ki bhawana rakhe. 

19 जन॰ 2013

Hindi Quotes and Anmol Vachan

Hindi Men Suvichar



Athartth Kahane ka Arth yah hai ki Apne jiwan men Itane mehanat karon aru Ase anmol Purush banon ki Apki Mahanta Ko koyee Karid n Panye. 




Is Suvichar se Hame Ye siksha milata hai ki Hame Apne Maa Baap Ka Khub Samman Karana hai Aur Unke Man Ko jit lena hai, Tabhi Hame Duniya Ki Asali Dolag mil Payegi.





Yogy Pati Apni Patni ko samman ki adhikarani bana deta hai.

Pati ko kabhi kabhi andha aur kabhi kabhi bahara hona chahiye.

Jise Pati banana hai uske liye purush banana jaruri hai.



Dhan se pustak milati hai lekin gyan nahi,

Dhan se abhushan milate hai lekin roop nahi,

Dhan se such milata hai lekin anand nahi,

Dhan se sathi milate hain lekin sachche mitr nahi,

Dhan se bhojan milata hai lekin bhookh nahi,

Dhan se dava milati hai lekin swasthya nahi,

Dhan se ekant milata hai lekin shanty nahi,

Dhan se bistar milata hai lekin nind nahi.



Apne ko parishtitiyo ka gulam kabhi na samjho.

Tum swayn apne bhagy ke Vidhata ho.



Suvichar4u-More Pages
1    2    3    4    5    6   7    8    9    10    Next
     Lord Krishna  | Lord Buddha  | Swami Vivekanand   |  Chanakya
    Friends   |  Sai Baba    |   Aristotle    |   APJ Abdul Kalam
    Hindi suvichar   |  Bhakti    |   Success    |  Amrit Vani

यह ब्लॉग खोजें