Dr. B. R. Aambedkar anmol vachan लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
Dr. B. R. Aambedkar anmol vachan लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं

24 जून 2014

Dr. B. R ambedakar ke suvichar part-2

Kanoon Aur Vyvastha Rajnitik Sharer Ki Dawa Hain Aur Jab Rajnitik Sharer Bimar Pade To Dava Di Jani Chahiye.

 डां बी. आर. अम्बेडकर के सुविचार


1. Kanoon Aur Vyvastha Rajnitik Sharer Ki Dawa Hain Aur Jab Rajnitik Sharer Bimar Pade To Dava Di Jani Chahiye. 

2. Jiwan Lamba Hone Ki Bajaye Mahan Hona Chahiye. 

3. Manushy Nashvar Hain, Usi Tarah Vichar Bhi Nashvar Hain, Ek Vichar Ko Prachar Prasar Ki Jaroorat Hoti Hai, Jaise Ki Ek Paudhe Ko Pani Ki Nahi To Dono Murjha Kar Mar Jale Hain. 

4. Rajnitik Atyachar Samajik Atyachar Ki Tulana Men Kuchh Bhi Nahi Hain Aur Ek Sudharak Jo Samaj Ko Kharij Kar Deta Hain Wo Sarkar Ko Kharij Kar Dene Wale Rajnitigy Se Kahi Adhik Sahasi Hain. 

5. Jab Tak Aap Samajik Swatantrata Nahi Hasil Kar Lete, Kanoon Apko Job Hi Swatntrata Deta Hain Wo Apke Kisi Kaam Ki Nahi Hain. 

6. Pati Patani Ke Bich Ka Sambandh Ghanisht Mitron Ke Sambhandh Ke Saman Hona Chahiye. 

7. Yadi Ham Ek Sanyukt Ekikrit Aadhunik Bharat Chahate Hain To Sabhi Dharmon Ke Shashtron Ki Sanprabhuta Ka Ant Hona Chahiye. 

8. Sagar Men Milkar Apni Pahachan Kho Dene Wali Pani Ki Ek Boondo Ke Viparit, Insaan Jis Samaj Men Rahata Hain . Waha Apni Pahachan Nahi Khota. Insaan Ka Jiwan Swantr Hain, Wo Sirph Samaj Ke Vikas Ke Liye Nahi Paida Hua Hai, Balki Sway Ke Vikas Ke Liye Paida Hua Hai. 

9. Ham Bharitiya Hain, Pahale Aur Ant Men. 

10. Hamare Paas Yah Swatantrata Kis Liye Hain? Hamare Paas Ye Swatantrata Isliye Hain Taaki Ham Apne Samajik Vyavastha ,  Jo  Asamanta, Bhed Bhav Aur Any Chijo Se Bhari Hai, Jo Hamare Maulik Adhikaron Se Takarav Men Hain Ko Sudhar Saken.
Jiwan Lamba Hone Ki Bajaye Mahan Hona Chahiye.
Pati Patani Ke Bich Ka Sambandh Ghanisht Mitron Ke Sambhandh Ke Saman Hona Chahiye.
Ham Bharitiya Hain, Pahale Aur Ant Men.

Dr. B. R ambedakar ke suvichar

डॉ. बी. आर.  अम्बेडकर  के सुविचार


Ek mahan Dadami ek pratishthit aadami se is tarah se alag hota hai wah samaj ka naukar banana ko taiyar rahata hai.
Dr. Bhimrao Ramji Ambedkar (Babasaheb)
Born - 14 April, 1891
Death - 6 December, 1956
Nationality - Indian
1. Ek mahan Dadami ek pratishthit aadami se is tarah se alag hota hai wah samaj ka naukar banana ko taiyar rahata hai. 

2. Log Aur Unke dharm samajik manko dwara , Samajik naitikata ke adhar par pajakhe jane chahiye. Agar Dharm ko logo ke bhale ke liye awashayak man liya jayega la aur kisi manak ka matalab nahi hoga.

3. Buddhi ka vikas manav ke astiatv ka antim lakshy hona chahiye. 

4. Har vyakti jo mil ke siddhant ki ek desh doosare desh par shashan nahi kar sakta ko doharata hai use ye bhi swikar karna chahiye ki ek varg doosare varg par shashan nahi kar sakata.

5. Ek saphal kranti ke liye sirf asantosh ka hona prayapt nahi hai. Jisaki awashayakta hai wo hai nyay evam rajnitik aur samajik adhikaro men gahari aastha. 

6. Itihash batata hai ki jahan naitikta aur arthshashstr ke bhich sangharsh hota hai waha jit hamesha arthshashatr ki hoti hai. Nihit swarthon ko tab tak swechchha se nahi chhoda iaya hai jab tak ki majboor karane ke liye prayapt bal na lagaya gaya ho.

7. Main aise dharm ko manata hoon jo swatnatrata, samanata aur bhayee-chara sikhaye. 

8. Main kisi samudhay ki pragati mahilaon na jo pragati hansil ki hai usase mapata hoon.

9. Hindu dharm main, vivek, karan aur swatatr soch ke vikas ke liye koyee gunjaish nahi hain. 

10. Aaj bhartiy do alag alag vichardharaon dwara shashit ho rahe hain. Unke rajnitik adarsh jo sanvidhan ke prastawana men ingit hain wo swantrata, samanta aur bhayee-chare ko sthapit karte hain aur unke dharm men samahit samajik adarsh isase inkar karte hain.



Ek mahan Dadami ek pratishthit aadami se is tarah se alag hota hai wah samaj ka naukar banana ko taiyar rahata hai.
Ek saphal kranti ke liye sirf asantosh ka hona prayapt nahi hai. Jisaki awashayakta hai wo hai nyay evam rajnitik aur samajik adhikaro men gahari aastha.
Hindu dharm main, vivek, karan aur swatatr soch ke vikas ke liye koyee gunjaish nahi hain.

यह ब्लॉग खोजें