संदेश

मार्च, 2015 की पोस्ट दिखाई जा रही हैं

Shiksha se sambandhit suvichar | सुविचार और अनमोल वचन

चित्र
शिक्षा से संबंधित सुविचार Education Anmol Vachan in Hindi  Shiksha ke Anmol Vachan: 1. Shiksha Jiwan Ki Pristhitiyon ke samana karne ki yogyata ke naam hai.   2. Bachchon ko Shikshit karna to jaroori hai hi, Unhe ahve aap ko shikshit karne ke liye chhod dena hi jaroori hai. 3. Sansar men jitane prakar ki praptiyan hain, Shiksha sab se badakar hai. 4. Shiksha jiwan ki taiyari ka shikshan kaal hai. 5. Yuvako ki shiksha par hi rajy aadhaarit hai. 6. Vidhya Amulya Aur Anshwar Dhan hai. 7. Yadi Manushy Sikhna Chahe To Ushki Har Bhool Ushe Kuchh Shiksha De sakti hai. 8. Jiwan ka rahasy bhog men nahi, par anubhav ke dwara shiksha prapti men hai. 9. Kast aur vipatti manushy ko shiksha dene wale shreth gun hain. 10. Chanav janta ko rajnitik shiksha dene ka vishvidhayala hai. 11. Manav swabhav ka gyan hi raajnitik shiksha ka aadi aur ant hai. 12. Charitrhin shiksha, Manavatavihin vigyan aur naitikatavi...