यह ब्लॉग खोजें

Shree Guru Nanak Dev Svuichar-4

Shree Guru Nanak Dev Svuichar

धन-समृद्धि से युक्त बड़े बड़े राज्यों

From His brilliancy everything is illuminated.

I am not the born; how can there be either birth or death for me?

Guru Nanak Dev ji ke anmol suvichar:

1. Koi use tark dwara nahi samajh sakata, Bhale wo yugon tak tark karta rahe.
2. Bandhuo, Ham maut ko bura nahi kahate, Yadi ham janate hai ki wastav men mara kaise jata hai.
3. Prabhi ke liye khushiyon keg it gao, Prabhi ke naam ki sewa karon aur uske sewako ke sewak ban jaon.
4. Teri hajaron aankhe hai aur fir bhi ek aankh bhi nahi, Tere hajaron roop hain fir bhi ek roop bhi nahi.
5. Dhan samridhi se yukt bade bade rajyon ke raja maharajon ki tulana bhi us chiti se nahi ki ja sakti hai jismen men iswar ka prem bhara ho.

कोई टिप्पणी नहीं: