Suvichar for love लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
Suvichar for love लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं

18 जुल॰ 2014

For Social media post-6- Love Sayari and Sms

Love Sayari and Sms


Na Jane Kaun Si Baat Aakhari Ho,
Na Jane Kaun Si Mulakat Akhari Ho,
Ye Sochakar Sabko Yaad Karke Sote H
 Na Jane Kaun Si Raat Akhari Ho.

Na Jane Kaun Si Baat Aakhari Ho

Zindgi Itani Tanha Kyo Hoti H,
Sabko Kismat Se Sikayat Kyo Hoti H,
Ye Kismat V Ajib Khel Khelati H,
Jise Pana Muskil Hota Mohbbat Usi Se Kyo Hoti H.

Zindgi Itani Tanha Kyo Hoti H

Kash ye jalim judai na hoti,
Rab Tune Dil Chiz Banai Na Hoti,
Na Unse Milate Na Mohabbat Hoti,
Zindgi Jo Apni Thi Aaj Wo Parai Na Hoti.
Kash ye jalim judai na hoti
Tute Hue Tare Ko Dekhakar Maine Dil Se Kaha
Ye Dil Mang Le Tu V Fariyad  Koi,
Par Dil Se Awaj Aai Jo Khud Hi Tut Raha H
Wo Kya Puri Karega Fariyad Koi.
Tute Hue Tare Ko Dekhakar Maine Dil Se Kaha
Unko Apne Haal Ka Hisab Kya Dete
Sawal Sare Galat The Jawab Kya Dete,
Wo To 3 Lafzo Ki Hifazat V Na Kar Paye
Phir Unke Hanth Me Puri Zindgi Ka Kitab Kya Dete.
Unko Apne Haal Ka Hisab Kya Dete
Koi Chahata Hai Kisi Ko Apnane K Liye,
Koi Chahata H Kisi Ko Tanhai Se Bachane K Liye,
Hame To Har Kisi Ne Chaha Sirf Apna Dil Bahlane K Liye.
Koi Chahata Hai Kisi Ko Apnane K Liye
Chaho Tum Jise Chahat Se Jyada,
Sapne Dekho Tum Jiska Nind Jyada,
Mango Tum Jise Mannat Se Jyada,
Kuda Kare Wo V Tumhe Pyar Kare Apni Saanso Se Jyada.
Chaho Tum Jise Chahat Se Jyada
Mitati Zindgi Par Dost Ek ahsan Kr Do
Benam Sa Rishta Mere Naam Kr Do,
Subah Ko Milo Aur Sham Kr Do,
Aur Sham Tak Mere Ghar Ka Sara Kaam Kr Do.
Mitati Zindgi Par Dost Ek ahsan Kr Do
 

15 जुल॰ 2014

For Social media post-5- Love Sayari and Sms

Love Sayari and Sms


(1. ) Ye Dil Kise Ki Yaad Me Rona Fizul H,
Aanshu Bade Anmol Hai Inhe Khona Fizul H,
Ro To Uske Liye Jo Tumpe Nisar Hai
 Uske Liye Kya Rona Jinke Aasiq Hazar H.
Ye Dil Kise Ki Yaad Me Rona Fizul H

(2. ) Is Kadar Har Taraf Tanhai H,
Ujalo Me Andhero Ki Parchhai H,
Kya Hua Jo Gir Gaye Mere Palko Se Anshu
Sayad Yaad Unki Chupke Se Chali Aai Hai.
Is Kadar Har Taraf Tanhai H

(3. ) Pyar Aur Dosti Me Bas Falk Itna Paya H,
Ek Ne Sahara Diya To Dusare Ne Sath Nibhaya H,
Kis Riste Ko Gahra Kahe Ek Ne Zindgi Di
To Dusre Ne Jina Sikhaya H.
Pyar Aur Dosti Me Bas Falk Itna Paya H

(4. ) Dil Badal Na Dena Sim Ki Tarah,
Mohbbat Law Na Karna Battery Ki Tarah, 
Pyar Kam Na Karna Balance Ki Tarah,
Aur Hamesa Meri Kami Mehsus Karna Charger Ki Tarah.
Dil Badal Na Dena Sim Ki Tarah

(5. ) Raat Me Chand Se Jab Mulakat Hoti H,
Apke Bare Me Kuch Baat Hoti H,
Wo Kahta H Mere Paas Ek Khusurat Sitara H
Ham Kahte H Use V Sundar Dost Hamara H.
Raat Me Chand Se Jab Mulakat Hoti H

(6. ) Chupke Se Chand Ki Rosani Apki Ho Jaye,
Dhire Se Hawa Apko Chu Jaye,
Dil Se Jise Aap Chahte Ho Unhe Mang Lo,
Ham Dua Karenge Wo Apko Mil Jaye.
Chupke Se Chand Ki Rosani Apki Ho Jaye

(7. ) Is Tanha Zindgi Me Koi Sahara Nahi,
Itani Badi Duniya Me Koi Hamara Nahi,
Kadam Ladkhadaye To Unka Daman Tham Liya,
Aur Wo V Has K Bole Ye Hak Tumhara Nahi.
Is Tanha Zindgi Me Koi Sahara Nahi

(8. ) Zindgi Itna Dard Deti H,
Dil Me Phir V Ummid Rahti H,
Dil Kahta Wo Nahi Yaad Karte Honge
Per Wo Yaad Karte Honge Ye Meri Ummid Kahti Hai.

Zindgi Itna Dard Deti H

यह ब्लॉग खोजें