यह ब्लॉग खोजें

Swami Vivekanand-2

Swami vivekanand ke anmol vachan:
Swami vivekanad ke anmol vichar hindi men
Swami vivekanad ke vichar
1.     Man ki ekagrata hi samagr gyan hai-(Swami Vivekanad)
2.     Strength is Life, Weakness is Death. Expansion is Life, Contraction is Death. Love is Life, Hatred is Death. -(Swami Vivekanad)
3.     Janm, Vyadhi, Jara aur mrityu ye to kewal anusangik hai, Jiwan men yah anivary hai, Isliye wah ek swabhavik ghatan hai. -(Swami Vivekanad)
4.     Shakti jiwan hai, Nirbalata mritu hai, Visatar jiwan hai, Sankuchan mritu hai, Prem jiwan hai, Dravesh mritu hai.  -(Swami Vivekanad)
5.     Hame aisee sikhsa chahiye jisase charitr ka nirman ho, Man ki shakti bade, Buddhi ka vikash ho aur manushy apne pair par khada ho shake.  -(Swami Vivekanad)
6.     Jo agani hame garmi deti hai, Hame nast bhi kar sakati hai, Yah agni ka dosh nahi ahi. -(Swami Vivekanad)
7.     Bas wahi jite hai, Jo doosaron ke liye jite hai. -(Swami Vivekanad)

कोई टिप्पणी नहीं: