यह ब्लॉग खोजें

Hindi Suvichar | Aaj ka suvichar

Aaj ka suvichar

Aaj ka suvichar
  1. Pratiyogitaye man va mastishk i khurak hain, inse kuchh n kuchh sikh milati hai aur milati hai age padane ki chah.
  2. Pakshpaat gauno ko dosh aur dosh ko gun bana deta hai.
  3. Bina mehanat ke sirf jhadiya hi ugati hai.
  4. Hothon par muskan har muskil kary ko aasan kar deti hai.
  5. Koee roothe agar tumse to use phauran mana lo kyonki jid ki jang men aksar duriyan jit jaati hai.
  6. Jiwan ko niyam ke adhin kar dena aalasy par vijay pana hai.
  7. Maansik shakti ka sabse bada strot hai- dusaron ke sath sakaratmak tarike se vicharon ka aadan pradan karana.

Saawadhan rahiye jiwan men apki pratyek kriya...
Swabhimani hona achchha hai prantu swabhimaan se vinramata shreshth hai.
Lakshy ke bina koee bhi vyakti maulik ya rachanatmak karta nahi...
Prem kakrash ko madhur bana deta hai...

कोई टिप्पणी नहीं: