यह ब्लॉग खोजें

Hindi suvichar part-47

Safalata apane samarth ko saakar karana hai. Jivan ka kewal intjar bhar na karen. Ise jiyen aanand len, chakhen, mahake aur mahsoos karne.
Maun ke vriksh par shanti ke phal phalate hai.
Wahi vyakti samarth hai jo yah manata hai ki wah samarth hai.
Kal se sikhe, Aaj men jiyen, Kal ke liye jaroori hai yah ummid rakheki prashn mat chhodiyen.

Hindi men Bharat ke Mahan Vyoktiyon ke vichar:



1. Kyat um nahi jatane hi tum hi Ishawar ka mandir ho aur Ishwar ki aatma tummen rahati hai.- Injil

2. Agar mere paas do rotiyan ho to main ek ke phool kharigunga taki rooh ko gija mil sake.-Hajarat Mohammad

3. Sabki aatma ek jaisi hai, Sabki aatma ki shakti ek saman hai. Kuchh baki hai. –Mahatma Gandhi

4. Aatma hi apna swarg aur narak hai. –Umar Khaiyaam

5. Aatma ek chetan ka tatw hai, Jo apne rahane ke liye upyukt shakti ka aashry leta hai aur ek sharer se dusare sharer men jata hai. Bhautik sharer is aatma ko dharan karane ke liye vivash hota hai. - Gete

6. Aham ki mrityu dwara aatma ka varjan karate karate apne roopatit swaroop ko aatma prakashit karata hai. -Taigor


Suvichar4u-More Pages
41  42   43   44   45   46   47   48   49   50  Next

कोई टिप्पणी नहीं: