यह ब्लॉग खोजें

Hindi Suvichar part-45



Gairon ki beti par jaan dete ho... aur jab apni beti hone lagati hai to... uski jaan lete ho.
Toothpest men namak ho ya n ho lekin khun men desh ka namak hona jaroori hai. Agar lagane lage ki lakshya hasil nahi ho payega, to lakshya ko nahi apne prayason ko badale.

Hindi Men Anmol Vachan Apke liye:

1. Hinsa ke mukabale men laachari ka bhav aana ahinsa nahi kayarta hai. Ahinsa ko kayarata ke sath nahi milana chahiye. –Mahatma Gandhi

2. Stri! Tune apne athah ansuon se sansar ke hriday hriday ko aise gher rakha hai jaise smundr prithvi ko ghre huye hai.-Tagore

3. Nari ke aansoo apne eke k boond men eke k baad liye hote hain.-Jayshankar prasad

4. Meri ek prabal Kaman hi ki men kam se kam ek aankh ka aansoo pochh doon.-Mahatma Gandhi

5. Saat sagaron men jal ki apekchha maanv ke netron se kahin adhik aansoo bah chuke hain.-Budhda

6. Jaisa desh waisa bhesh.-Kahawat

7Mata, Pita, Guru, Swami, Bhrata, Putr aur mitr ka kabhi kshan bha le liye virodh ya apkar nahi karana chahiye. -Shukrniti

Suvichar4u-More Pages
41  42   43   44   45   46   47   48   49   50  Next

कोई टिप्पणी नहीं: