यह ब्लॉग खोजें

Quotes of the day - Aaj ka suvichar - Anmol Vachan

आज का सुविचार और अनमोल वचन 

 Quotes of the day


Aapki Manovriti Hi Aapki Mahanta Ko Nidharit Karti Hai.

Anubhav Ki Paathshala Men Jo Paath Sikhe Jaate Hai, Ve Pustko Aur Vishvidhyalayon Men Nahi Milte.


Super 30 Aaj ka suvichar

Garibo Se Karibo Ka Rishta Bhi Chhupate Hain Log, Aur Amiro Se door Ka Rishta Bhi Badha Chadha Kar Batate Log. - Super30 Suvichar


1. Aapke Paas Jitana Samay Abhi Hai Usse Adhik Samay Kabhi Nahi Hoga.

2. Aapko Log Dekhate Pahale, Aur Sunte Baad Men Hai.

3. Agar Aap Ko Saphar Aasaan Lagen Lage To Ho Sakta Hau Aao Ytaar Neb Rage Gi.

4. Aapki Manovriti Hi Aapki Mahanta Ko Nidharit Karti Hai.

5. Apni Kharab Aadato Par Jit Haasil Karane Ke Saman Jiwan Men Koi Aur Aananad Nahi Hota.

6. Aap Apne Bhagawan Ke Saamarthy Ko Apni Chintao Ki Soochi Ke Aakar Ko Dekhakar Bata Sakte Hai. Jitani Lambhi Soochi Hogi, Utna Hi Aapke Bhagwan Ka Samarthy Kam Hoga.

7. Apni Soch Ko Kaise Behatar Banaye Jaye, Yah Sikhane Se Utkrisht Kuchh Nahi Hai.

8. Aapki Pratibha Bhagwan Ka Aapko Diya Hua Upahar Hai, Aap Jo Kuchh Iske Saath Karte, Wah Bhagwan Ko Uphar Swaroop Lautate Hain.

9. Apne sakaratmak vicharon ko imandari aur bina thake huye karyon men lagaye aur aapko saphalata ke liye prayas nahi karna padega, apitu aparimit saphalata aapke kadamon men hogin.

10. Apni Vani Ko Jitan Ho Sake Nirmal Aur Pavitra Rakhen, Kyonki Sambhav Hai Ki Kal Aapko Unhen Vapas Lena Pad Sakta Hai.

11. Aapke Jiwan Ka Niyantran Kendra Aapka Apna Ravaiyya Hai.

12. Aapki Kadi Mehanat Bekar Nahi Jaati.

13. Aapko Kvyasano Ki Kimat Do Baar Chukani Pad Sakti Hai- Ek Baar Jab Aap Unke Prabhav Men Aate Hai, Tatha Dusari Jab Wah Apko Prabhavit Karti Hai.

14. Aap Khet Men Buvaee Keval Sochane Bhar Se Nahi Kar Sakten.

15. Anubhav Ki Paathshala Men Jo Paath Sikhe Jaate Hai, Ve Pustko Aur Vishvidhyalayon Men Nahi Milte.

16. Anubhav Prapti Ke Liye Kaphi Muly Chukana Pad Sakta Hai Par Usse Jo Shiksha Prapt Hoti Hai Wah Aur Kahin Nahi Mil Sakta. – Vinay Singh

17. Adhikatar Log Naye Saal Ki Pratiksha Kewal Isliye Karte Hain Ki Purani Aadate Naye Sire Se Phir Shuru Ki Jaa Sake.

18. Adhik Anubhav, Adhik Sahanshilta Aur Adhik Adhyayan Yah Vidvtta Ke Tin Mahastambh Hain.

19. Aatmhatya, Ek Asthyee Samsya Ka Sthayee Samadhan Hai.

20. Aantarik Saundrya Ka Aahavaan Karna Kathin Kaam Hai, Saundrya Ki Apni Bhasha Hothi Hai, Aisi Bhasha Jismen N Shabd Hote Hain Na Aawaj.

21. Jiwan Nirvay Ke Liye Kamane Men Itane Vyast Na Ho Jaye Ki Jiwan Jina Bhul Jaye.

22. Jab Tak Apni Haar Ko Dabbane Se Swikar Nahi Kar Lete, Aap Haarane Ke Liye Nahi Bane Hain.

23. Jiwan Men Buri Aadat Par Vijay Prapt Karane Ki Tulana Men Koi Isase Bada Aananad Nahi Ho Sakta Hai.

24. Jis Prakar Thodi Si Vayu Se Aag Bhadag Uthati Hai, Usi Prakar Thodi Si Mehahant Se Kismat Chamak Uthati Hai.

कोई टिप्पणी नहीं: