यह ब्लॉग खोजें

Maa ke liye Anmol vachan part-1

मां के लिए अनमोल वचन


Jara Si Baat Hai Lekin Hawa Ko Kaun Samjhaye,
Diye Se Meri Maa Mere Liye Kajal Banati Hai.

  Jara Si Baat Hai Lekin Hawa Ko Kaun Samjhaye

Hansate Huye Maa Baap Ki Gali Nahi Khate,
Bachche Hain To Kyon Shauk Se Mitti Nahi Khate.

  Hansate Huye Maa Baap Ki Gali Nahi Khate

Hava Dukhon Ki Jab Aai Kabhi Khija Ki Tarah,
Mujhe Chhupa Liya Mitti Ne Meri Maa Ki Tarah

  Hava Dukhon Ki Jab Aai Kabhi Khija Ki Tarah

Sar Phire Log Hamen Dushman E Jaa Kahate Hain,
Ham Jo Is Mulk Ki Mitti Ko Bhi Maa Kahate Hain. 

Sar Phire Log Hamen Dushman E Jaa Kahate Hain

Labon pe uske kabhi baduaa nahi hoti,
Bas ek maa hai jo mujhe khapha nahi hoti.

  Labon pe uske kabhi baduaa nahi hoti,

Kisi Ko Ghar Mila Hisse Men Ya Koi Dukha Aai,
Main Ghar Men Sabse Chhota Tha Mere Hisse Men Maa Aai.


Kisi Ko Ghar Mila Hisse Men Ya Koi Dukha Aai

E Aandhere Dekh Le Munh Tera Kala Ho Gaya,
Maa Ne Aankhe Khol Di Ghar Men Ujala Ho Gaya.


E Aandhere Dekh Le Munh Tera Kala Ho Gaya

Is Tarah Mere Gunahon Ko Wo Dho Deti Hai,
Maa Bahut Gusse Men Hoti Hai To Ro Deti Hai. 
 

Maa Bahut Gusse Men Hoti Hai To Ro Deti Hai.

Meri Khwahish Hai Ki Main Phir Se Pharishta Hoo Jaoon,
Maa Se Is Tarah Lipat Jaaoon Ki Bachcha Ho Jaoon.

Meri Khwahish Hai Ki Main Phir Se Pharishta Hoo Jaoon

Dr. B. R ambedakar ke suvichar part-2

Kanoon Aur Vyvastha Rajnitik Sharer Ki Dawa Hain Aur Jab Rajnitik Sharer Bimar Pade To Dava Di Jani Chahiye.

 डां बी. आर. अम्बेडकर के सुविचार


1. Kanoon Aur Vyvastha Rajnitik Sharer Ki Dawa Hain Aur Jab Rajnitik Sharer Bimar Pade To Dava Di Jani Chahiye. 

2. Jiwan Lamba Hone Ki Bajaye Mahan Hona Chahiye. 

3. Manushy Nashvar Hain, Usi Tarah Vichar Bhi Nashvar Hain, Ek Vichar Ko Prachar Prasar Ki Jaroorat Hoti Hai, Jaise Ki Ek Paudhe Ko Pani Ki Nahi To Dono Murjha Kar Mar Jale Hain. 

4. Rajnitik Atyachar Samajik Atyachar Ki Tulana Men Kuchh Bhi Nahi Hain Aur Ek Sudharak Jo Samaj Ko Kharij Kar Deta Hain Wo Sarkar Ko Kharij Kar Dene Wale Rajnitigy Se Kahi Adhik Sahasi Hain. 

5. Jab Tak Aap Samajik Swatantrata Nahi Hasil Kar Lete, Kanoon Apko Job Hi Swatntrata Deta Hain Wo Apke Kisi Kaam Ki Nahi Hain. 

6. Pati Patani Ke Bich Ka Sambandh Ghanisht Mitron Ke Sambhandh Ke Saman Hona Chahiye. 

7. Yadi Ham Ek Sanyukt Ekikrit Aadhunik Bharat Chahate Hain To Sabhi Dharmon Ke Shashtron Ki Sanprabhuta Ka Ant Hona Chahiye. 

8. Sagar Men Milkar Apni Pahachan Kho Dene Wali Pani Ki Ek Boondo Ke Viparit, Insaan Jis Samaj Men Rahata Hain . Waha Apni Pahachan Nahi Khota. Insaan Ka Jiwan Swantr Hain, Wo Sirph Samaj Ke Vikas Ke Liye Nahi Paida Hua Hai, Balki Sway Ke Vikas Ke Liye Paida Hua Hai. 

9. Ham Bharitiya Hain, Pahale Aur Ant Men. 

10. Hamare Paas Yah Swatantrata Kis Liye Hain? Hamare Paas Ye Swatantrata Isliye Hain Taaki Ham Apne Samajik Vyavastha ,  Jo  Asamanta, Bhed Bhav Aur Any Chijo Se Bhari Hai, Jo Hamare Maulik Adhikaron Se Takarav Men Hain Ko Sudhar Saken.
Jiwan Lamba Hone Ki Bajaye Mahan Hona Chahiye.
Pati Patani Ke Bich Ka Sambandh Ghanisht Mitron Ke Sambhandh Ke Saman Hona Chahiye.
Ham Bharitiya Hain, Pahale Aur Ant Men.

Dr. B. R ambedakar ke suvichar

डॉ. बी. आर.  अम्बेडकर  के सुविचार


Ek mahan Dadami ek pratishthit aadami se is tarah se alag hota hai wah samaj ka naukar banana ko taiyar rahata hai.
Dr. Bhimrao Ramji Ambedkar (Babasaheb)
Born - 14 April, 1891
Death - 6 December, 1956
Nationality - Indian
1. Ek mahan Dadami ek pratishthit aadami se is tarah se alag hota hai wah samaj ka naukar banana ko taiyar rahata hai. 

2. Log Aur Unke dharm samajik manko dwara , Samajik naitikata ke adhar par pajakhe jane chahiye. Agar Dharm ko logo ke bhale ke liye awashayak man liya jayega la aur kisi manak ka matalab nahi hoga.

3. Buddhi ka vikas manav ke astiatv ka antim lakshy hona chahiye. 

4. Har vyakti jo mil ke siddhant ki ek desh doosare desh par shashan nahi kar sakta ko doharata hai use ye bhi swikar karna chahiye ki ek varg doosare varg par shashan nahi kar sakata.

5. Ek saphal kranti ke liye sirf asantosh ka hona prayapt nahi hai. Jisaki awashayakta hai wo hai nyay evam rajnitik aur samajik adhikaro men gahari aastha. 

6. Itihash batata hai ki jahan naitikta aur arthshashstr ke bhich sangharsh hota hai waha jit hamesha arthshashatr ki hoti hai. Nihit swarthon ko tab tak swechchha se nahi chhoda iaya hai jab tak ki majboor karane ke liye prayapt bal na lagaya gaya ho.

7. Main aise dharm ko manata hoon jo swatnatrata, samanata aur bhayee-chara sikhaye. 

8. Main kisi samudhay ki pragati mahilaon na jo pragati hansil ki hai usase mapata hoon.

9. Hindu dharm main, vivek, karan aur swatatr soch ke vikas ke liye koyee gunjaish nahi hain. 

10. Aaj bhartiy do alag alag vichardharaon dwara shashit ho rahe hain. Unke rajnitik adarsh jo sanvidhan ke prastawana men ingit hain wo swantrata, samanta aur bhayee-chare ko sthapit karte hain aur unke dharm men samahit samajik adarsh isase inkar karte hain.



Ek mahan Dadami ek pratishthit aadami se is tarah se alag hota hai wah samaj ka naukar banana ko taiyar rahata hai.
Ek saphal kranti ke liye sirf asantosh ka hona prayapt nahi hai. Jisaki awashayakta hai wo hai nyay evam rajnitik aur samajik adhikaro men gahari aastha.
Hindu dharm main, vivek, karan aur swatatr soch ke vikas ke liye koyee gunjaish nahi hain.

Confucius ke anmol vachan

कन्फ्यूशियस के अनमोल विचार


Ek shreshth vyakti ki kathani men kaam, karani men jyada hota hai.
Confucius (कन्फ्यूशियस)
Born - 28 september, 551BC
Death - 479 BC
Nationality - Chinese

1. Ek shreshth vyakti ki kathani men kaam, karani men jyada hota hai. 

2. Ek Sher se jyada ek damakari sarkar se darana chahiye. 

3. Hare k chij men khoobsurati hoti hai, Lekin har koi use nahi dekh pata. 

4. Main suntan hoon aur bhool jata hoon, Main dekhata hoon aur yaad rakhata hoon, Main karta hoon aur samajh jata hoon. 

5. Jo aap khud nahi pasand karte use doosaron par mat thopiye. 

6. Buraee ko dekhana aur sunana ur burayee ki shuraat hain. 
7. Saphalata pahale se ki gayee tayari par nirbhar hai aur bina aisee taiyari ke asaphalata nishicht hain. 

8. Mahanta kabhi na girane men nahi hai, balki har baar girkar uth jane men hain. 

9. Napharat karana assan hain, Prem karana mushkil hai, Chije isi tarah kaam karti hain, Saari achchhi chijo ko pana mushkil hota hai aur chije bahut asani se mil jati hai. 

10. Ham tin tariko se gyan arjit kar sakte hain, Pahala, Chintan karke jo ki sabse sahi tarika hai, doosara anukaran karke jo ki sabase asaan hai aur tisara anubhav se jo ka sabse kashtkari hai. 

11. Yah baat mayane nahi rakhati ki aap kitana dhimen chal rahe hain, Jab tak ki aap rooke nahi. 

12. Budhdi, Karoona aur sahas vyakti ke liye tin sarvbhaumik manyata prapt naitik gun hain. 

13. Kisi kami ke saath ek hira bina kisi kami ke patthar se behatar hain. 

14. Us kaam ka chayan kijiye jise aap pasand karte ho , phir aap poori jindagi ek din bhi kaam nahi karnege.


Ek shreshth vyakti ki kathani men kaam, karani men jyada hota hai.

Saphalata pahale se ki gayee tayari par nirbhar hai aur bina aisee taiyari ke asaphalata nishicht hain.

Yah baat mayane nahi rakhati ki aap kitana dhimen chal rahe hain, Jab tak ki aap rooke nahi.

Abraham Lincoln ke suvichar hindi men

Abraham Lincoln

(अब्राहमलिंकन)


Abraham Lincoln ke anmol vachan
16th American President

Born-12 February, 1809

Death-15 April, 1865


अब्राहम लिंकन के सुविचार



1. Mitr Wo Hai Jiske Shatru Hain Jo Aapke Shatru Hain.

2. Aurat Hue K Maatr Prani Hai Jisase Main Ye Janate Hue Bhi Ki Wo Mujhe Chot Nahi Pahuchayegi.

3. Prajatantr Logon Ki Logon Ke Dwara Aur Logon Ke Liye Banayee Gayi Sakarr Hain.

4. Agar kutte ki poonchh ko pair kahen to kutte ke kitane pair hye? Char. Poonchh Ko Pair Kahane Se Wo Pair Nahi Ho Jati.

5. Main Job Hi Hoon Ya Hone Ki Aasha Karta Hoon Uska Shrey Meri Maan Ko Jata Hai.

6. Hamesha Dhyan Men Rakhiye Ki Aapka Saphal Hone Ka Sankalp Kisi Bhi Aur Sankalp Se Mahtoproon Hain.

7. Shaturon Ko Mitra Bana Kar Kya Main Unhe Nasht Kar Raha Hoon?

8. Agar Shanti Chahate Hain To Lokpriyata Se Bachiye.

9. Sadharan Dikhane Wale Log Hi Duniya Ke Sabse Achchhe Log Hote Hain, Yahi Vajah Hai Ki Bhagwan Aise Bahut Se Logon Ka Nirman Karte Hain.

10. Kisi Vriksh Ko Katane Ke Liye Mujhe 6 Ghante Dijiye Aur Main Pahale Chaar Dhante Kulhadi Ki Dhar Lej Karane Men Lagaunga.

11. Yadi Aap Ek Baar Apne Sathi Nagrikon Ka Bharosa Den To Aap Phir Kabhi Unka Salkar Aur Samman Nahi Paa Sakenge.