यह ब्लॉग खोजें

Anna hazare ke suvichar

Anna Hazare ke Anmol Vachan


A real hero of india, Suvichar of anna hazare, amol vachan, Quotes in hindiSarkar ka paisa logo ka paisa hai. Logon ke bhale ke liye prabhavi nitiyan banaye. -(अन्ना हजारे)


Ham sarakar ke saath kaam karane ko taiyar hain lekin unki taraph se koyee sanvad nahi hai, Ham baat karane kahan jayen aur ham kisase baat karen? -(अन्ना हजारे)


Kya ya loktantr hai? Sabhi ek saath paisa banane aaye hain, Main khud ko shaubhgyshali samjhunga agar main apne samaaj, Apne deshwashiyon ke liye marata hoon. -(अन्ना हजारे)


Meri maange badalengi nahi, Aap mera sar kaat sakate hain lekin mujhe sar jhukane ke liye majboor nahi kar sakate. -(अन्ना हजारे)

Jo apne liye jite hain wo mar jate hain, Jo samaaj ke liye marate hain wo jinda rahate hai. -(अन्ना हजारे)


Desh ko wastavik satantrata aajadi ke 64 saal bad bhi nahi mili aur kewal ek badalav aaya goron ki jaga kaale aa gaye. -(अन्ना हजारे)

कोई टिप्पणी नहीं: