यह ब्लॉग खोजें

Sai Baba ke anmol Vichar for you

Sai Baba Quotes and Suvichar in Hindi and English


All that you see katen together is myself...


If one sees me and me alone and listens to my leelas...


Main apne logon ke bare men din raat sochataa hoon...

Pavitr Vichar apke liye:


1. Patthar bhale hi akhari chot se tootata hai, Lekin pahali chot bhi vyath nahi jati hai. 

2. Paristhiti badalene se sukh nahi milta

Man sthiti badalane se sukh milata hai. (Chandrmohan ji)

3. Mehanat se nahi, Krodh se manushy kamjor hota hai. (Chandrmohan ji)

4. Koyee bhi manhushy bina kami ke nahi, kamiyon ko door karke hi mahan bana ja sakata hai. (Chandrmohan ji)

5. Galati karana paap nahi hai, Lekin galti ko doharana paap hai. (Chandrmohan ji)

6. Schche mitr n kabhi chhootate hai, Na kabhi bhulaye ja sakate hai,

Lekin ye kam milate hain. (Chandrmohan ji)

7.  Talwar ki kimat myaan se nahi balki daar se hoti hai. Isi prakar manushy ki kimat dhan se nahi bhasha vyawahar se aanki jati hai.

कोई टिप्पणी नहीं: