यह ब्लॉग खोजें

HIndi suvichar part-62

Meri Aukaat se badhakar mujhe kuchh naa dena mere malik, kyonki jaroorat se jyada roshani bhi insaan ko andha bana deti hai. " Jay shri Krishana"
 Kya aap Yuwa hai? Yuwa wah hai-      Jo aniti se ladata hai.     Jo dugunon se dur rahata hai.      Jo kaal ki chaal ko badal deta hai.     Jisamen josh ke saath hosh bhi hai.      Jisamen rashtr ke liye balidaan ki aastha hai.      Jo smasyaon ka samadhan nikalata hai.      Jo prerak itihas rachata hai.     Jo baton ka badashah nahi.

 Man ko Chhota mat kar, Samukh hai akash, Bas Chune ko chahiye Thoda sa vishwas. Har manji mil jayegi  Agar le man me Than, Chhamata jo ham men chhipi hai  Agar le use pahachan

Parmatma Men vishwas:



1. Shanti w sahanshilta vatanukoolit kasha jaisi shitalata pradan karti hai.

2. Chintagrast vyakti jiwan men kayee bar marta hai.

3. Bhay ko door bhagane ke liye gyan v vivek ki prapti hi ekmatr upach hai.
 
4. Guru ke pane ke baad kuchh uar pane ki awashyakta nahi ra jati.

5. Yadi apko apne hi andar shanty nahi mil paati to bhala is vishw men kahi aur kaise pa sakate hai.

6. Avishwasi vyakti kabhi shant nahi rah sakata, Man ki shanty ke bina kya khushi sambhav hai.

7. Aap anuman lagane ka jitana adhik prayatn karenge utna hai adhik preshan honge.

8. Krodhi vyakti vastav men swayam ke sath krodhikt hota hai.

9. Yadhi aap premyukt hone ke saath saath niyamyukt hokar nahi rah sakate to aapme awashy kisi shakti ki kamhi hai.


Suvichar4u-More Pages
61  62   63   64   65   66   67   68   69   70  Next

कोई टिप्पणी नहीं: