यह ब्लॉग खोजें

Hindi suvichar part-58

Waqt, dost aur rishte, wo chijen hain jo hamen muft milti hain. Magar inki kimat ka pata tab lagata hai jab ye kahin kho jati hain.
Jhoot bolane men sabse badi mushkil yah hai ki jhooth yaad rakhane padate hai.
men sakaratmak vichar nahi bhare jate to nakaratmak waha jagah bana leti hai.


Jiwan par Adharit achche vichar:


1. Agar aap sada sway ki doosri ki saath tulana karte rahte hain to aap awashy hi ahankar athwa ishrya ke shikar ho jayenge.

2. Achchhi pustake achchhe sathi ki tarah hain. Ashlil sahity hamare man ko dooshit karta hai tatha hamen galat raste ki or agrasar karta hai.

3. Samasyayen chahe kaisi bhi hon, Lekin inse ghabariye mat, lekin pariksha samajh kar pas kijiye.

4. Jiwan ko aabad karma hai to main kaun hoon? Is paheli ko hal kijiye. Mai aur mere pan ke bhaan se mukt ho jaiye.

5. Gyan sabse bada dhan hai. Sway se poochhen. Mai kitna dhanwan hoon. 


6. Yadi aapke much se gande bol nikalate hain to apka man kaisa hoga?


Suvichar4u-More Pages
51  52   53   54   55   56   57   58   59   60  Next

कोई टिप्पणी नहीं: