यह ब्लॉग खोजें

Hindi suvichar part-53

Agar rasta khubsoorat hai, to yah jarur jane ki wah ki or ja raha hai.  Lekin agar lakshy khubsoorat hai to rasta jaisa bhi ho uski parwah na kare.
 Sant Chup Rahate hai, Budhdhiman bolte hai, Murkh Bahas karte hai.
 Jab tak tum daunne, Ka sahas nahi, Jutaoge, Tumhare liye Pratispardha men jitna sada Asambhav bana rahega.

Hindi men suvichar gyan prap karne ke liye:



1. Swabhav ki nichta varsho men bhi maloom nahi hoti.

2. Kuchh kahi nich n chhediye, Bhalo n wako sang pathar dare kich men, uchhare bigare ang.-Vrind

3. Nich ko dekhane aur uski baten sunanane se hi hamari nichata kam hota hai.-Kanphyusiyas

4. Neki kar dariya men daal.-Kahawat

5. Madhumakhiyan kewal andhere men kaam karti hai vichar kewal maun men kaam aate hain. Nek kary bhi gupt rahakar hi kaargar hote hain. -Kaarlil

6. Neki ka irada badi ki khwahish ko daba deta hai. – Hajarat ali

7. Jitane din jinda ho, Use ganimat samajho aur isase pahale ki log tumhe murda kahen neki kar jao.-Shekh sadi

8. Nyaay ka moti daya ke hriday men milta hai. -Jarman kahavat

9. Manushy ka kartvy hai ki wah udas banana se poorv tyagi bane. Dikens

10. Jab se mujh pata chala hai ki makhamal ke gadde par sone walon ke sapane jamin par sone walon ke sapane se madhur nahi hote, Tab se mujh nyaayprabhu ke nyaay me shraddha ho gayee hai. – Khalil jibraan


Suvichar4u-More Pages
51  52   53   54   55   56   57   58   59   60  Next

कोई टिप्पणी नहीं: