यह ब्लॉग खोजें

Hindi suvichar part-48

Hamare vyaktitw ki Utpti hamare vicharon men hai, Isliye dhyan rakhen ki aap kya vicharane hai. Shabd gon hai; vichar mukhy hai aur unka asar door tak jata hai.
Dipak sone ka ho ya mitti ka muly uska nahi hota. Mulya hota hai uski lau ka, Athart aisi roshani jo andhakar ko door karen.
Jab aap jagrit awastha men hote hai, to hi sarvashresth swapnon ka srijan ho.

Hindi Top Ten Suvichar:



1. Aanand wah kushi hai jiske bhogane par pachhatana nahi padata.-Sukaraat

2. Kewal aatmagyan hi aatma hridy ko sachha aanand pradan karata hai. -Ramtirth

3. Kshanbhar bhi kaam ke bina rahana Ishwar ki chori samajho, Main doosra koyee rasta bhitari ya  bhahari aananad ka nahi janata.-Mahatma gandhi

4. Ham sway aanand ki anubhuti lene ke bajaye doosaron ko yah vishwas dilane ki koshish karate hain ki ham aanand men hain. -Kafushiyash

5. Jo vastu aananad pradan nahi kar sakati wah sundar ho hi nahi sakati.-Premchand

6. Aayu men aanand hai, samagr sharer ke mangal men, swasthy men anand hai. Isi aananad ka bhaag karane par do vastuye prapt hoti hai ek gyan aur doosara prem. -Taigor

Suvichar4u-More Pages
41  42   43   44   45   46   47   48   49   50  Next

कोई टिप्पणी नहीं: