यह ब्लॉग खोजें

Hindi Suichar | सुविचार इन हिंदी

सुविचार इन हिंदी

सुविचार इन हिंदी

Hindi Suichar for you

Aapki manovriti hi aapki mahanta ko...
Doondane jaisee shanit hai, bolane jaisa saty hai....
Jisake paas ummid hai wah laakh baar haar ...
  1. aanav ke andar jo kuchh sarvotam hai, uska vikas prashansa tatha protsahan ke dwara kiya ja sakata hai.
  2. Manushy apnae vishwas se nirmit hota hai, jaise wo vishwas karata hai waisa wo ban jata hai.
  3. Balawan se budhdimaan aur budhdimaan se Gyanwan adhik shaktishali hota hai.
  4. Saawadhan rahiye jiwan men apki pratyek kriya ki pratikriya hota hai.
  5. Swabhimani hona achchha hai prantu swabhimaan se vinramata shreshth hai.
  6. Lakshy ke bina koee bhi vyakti maulik ya rachanatmak karta nahi ban sakata aur aur jab tak vyakti ek nishth hokar apne man ko kisi ek hi bindu par ekagr prapt nahi kar sakata.

कोई टिप्पणी नहीं: