यह ब्लॉग खोजें

Meera ke Pad-1

Meera ke pad ka arth:
Mai krishan ki diwani hoon, Mera dard koee nahi janata. Jo koyee is prem ka diwani hai wahi mera dar ko samjh sakata hai aur jan sakta hai. Kyonki Sunar hi joharat ki kimat janata hai thik usi tarah koee aur kyan mere dukh ko jan sakta hai. Is prem ke dard ka ilaaj karne wala aaj tak koee vaid nahi aur mai iske liye dar dar ghumati rahati hoon, Meera ji kahati hai ki mera prabhu ki prati prem aur unse milane ki aur tadapan ka dard jab mitega jab mujhe unke darsh ka koyee upaaye bataye.



कोई टिप्पणी नहीं: