यह ब्लॉग खोजें

Satya vachan-1

Bhagawat Gita shlok aur uske arth: 
1. N karmnamanrambhanneshkmary purushoasnute.
N ch Sannysanadev sidhdi samdhigachchhati.
Bhavarth: Manushy n to karmo ka arambh kiye bina nishkarmata (Jis avastha ko prapt huye prush ke karm akarm ho jate hain athart phal utapnn nahi kar sakate, us avastha ka naam nishkarata hai.) Ko yani yoganishta ko prapt hota hai aur n karmo ke keval tyagmatr se sidhdi yanisankhyanishtha ko hi prapt hota hai. 
2. N hi kashchitkshanmapi jatu tishthatykarmakrit.

Kaaryte hyavash karm sarv prakritijaigrunai.
Bhavarth: Ni sandheh koyee bhi manushy kisi bhi kaal men kshanmatr bhi bina karm kiye nahi rahata kyonki sara manushy samuday prakriti janit guno dwara paravash hua karm karane ke liye badhy kiya jata hai.

Suvichar4u-More Pages
1  2   3   4   5   6  7   8   9   10    Next
     Lord Krishna  | Lord Buddha  | Swami Vivekanand   |  Chanakya
    Friends   |  Sai Baba    |   Aristotle    |   APJ Abdul Kalam
    Hindi suvichar   |  Bhakti    |   Success    |  Amrit Vani

कोई टिप्पणी नहीं: