यह ब्लॉग खोजें

Hindi Suvichar

1. Yade Aur Kafan Wade Men Sirf Fark Hai Itana Yaden Hamen Tod Deti Hai Aur Wade Ham Tod Dete Hai. 
2. Vani Men Suyee Bhale Hi Rakho, Par Usamen Dhaga Dalakar Rakho, Taki Syuee Kewal Chhed Hi N Kare, Apas Men Mala Ki Tarah Jodakar Bhi Rakhe....
3. Prasan Rahane Ke do Hi Upay Hain: Avashayakatayen Kam Karen Aur Parishthitiyon Se Taal men Bithayen.

4. Kisi Bhi Manushy ki Bartmaan Sthiti Dekhakar Uske Bhavishy Ka uphas mat Udaon Kyonki Kaal men itani Shakti hai Ki Woe k Sadharan Se koyale ko Dhire dhire Hire Men Badal Deta Hai.

5. Karib Itana Raho ki Rishton men Pyar rahen Door bhi itna raho ki aane ka intajar rahe, Rakhon Ummid Rishton ke darmayan itani ki Toot Jayen Ummid magar Rishten Barkarar Rahen.

6. Ishrya Ya Ghrina Ke Vichar Man Men Pravesh Hote hi Khushi Gayab Ho Jati Hai, Prem V Shubh Bhavanayukt Vicharon Se Udasi Door Ho Jati Hai.

Suvichar4u-More Pages
1  2   3   4   5   6  7   8   9   10    Next
     Lord Krishna  | Lord Buddha  | Swami Vivekanand   |  Chanakya
    Friends   |  Sai Baba    |   Aristotle    |   APJ Abdul Kalam
    Hindi suvichar   |  Bhakti    |   Success    |  Amrit Vani

कोई टिप्पणी नहीं: